Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Faiz ul Hasan Khayal

Poems

Meter
  1. ek muddat se sar-e-bām vo āyā bhī nahīñham ko ab hasrat-e-dīdār-e-tamannā bhī nahīñ
  2. ai dil achchhā nahīñ masrūf-e-fuġhāñ ho jānāġham kī tauhīn hai ashkoñ kā ravāñ ho jānā
  3. jāne kyā soch ke us ne sitam ījād kiyāḳhud bhī barbād huā mujh ko bhī barbād kiyā
  4. jab tak mizāj-e-dost meñ kuchh bar.hamī rahīgoyā bujhī bujhī sī mirī zindagī rahī
  5. dil jis kā dard-e-ishq kā hāmil nahīñ rahāvo shaḳhs tere pyār ke qābil nahīñ rahā
  6. sub.h-e-nau lātī hai har shām tumheñ kyā ma.alūmzaḳhm ḳhushiyoñ ke haiñ paiġhām tumheñ kyā ma.alūm
  7. kānch ke shahr meñ patthar na uṭhā.o yāromai kada hai use maqtal na banā.o yāro
  8. log kahte haiñ ke qātil ko masīhā kahiyekaise mumkin hai andheroñ ko ujālā kahiye
  9. vo jitne dūr haiñ itne hī mere pās bhī haiñye aur bāt hai ḳhush haiñ magar udās bhī haiñ
  10. ham ne sahrā ko sajāyā thā gulistāñ kī tarahtum ne gulshan ko banāyā hai bayābāñ kī tarah