Poet
Fahmida Mosarrat Ahmad
b. 1968
Poems
- بن پئے اک خمار تھا کیا تھاتیرا چہرہ بہار تھا کیا تھاban piye ik ḳhumār thā kyā thāterā chehra bahār thā kyā thā
- پہلے اطلس میں جو ملبوس کیے جاتے ہیںپھر وہ ایوانوں میں محبوس کیے جاتے ہیںpahle atlas meñ jo malbūs kiye jāte haiñphir vo aivānoñ meñ mahbūs kiye jāte haiñ
- دل کے قرطاس پہ اک لفظ محبت لکھناجو کبھی عشق میں کی تھی وہ ریاضت لکھناdil ke qirtās pe ik lafz-e-mohabbat likhnājo kabhī ishq meñ kī thī vo riyāzat likhnā
- دے گئے زخم مرے چاہنے والے مجھ کوآج تنہا ہوں بہت کوئی سنبھالے مجھ کوde ga.e zaḳhm mire chāhne vāle mujh koāj tanhā hūñ bahut koī sambhāle mujh ko
- ذات جب بھی اڑان تک پہنچیوسعت لا مکان تک پہنچیzāt jab bhī uṛān tak pahuñchīvusat-e-lā makān tak pahuñchī
- کچھ روز چاہتوں کا عجب سلسلہ رہاوہ دھڑکنوں میں پیار کی صورت بسا رہاkuchh roz chāhatoñ kā ajab silsila rahāvo dhaṛkanoñ meñ pyār kī sūrat basā rahā
- گزری تھی ایک بار جو دل کی گلی سے میںدو چار آج بھی ہوں اسی بے کلی سے میںguzrī thī ek bār jo dil kī galī se maiñdo chār āj bhī hūñ usī be kalī se maiñ
- مل کے اک بار اسے یاد نہیں ہونے کےدل کے اجڑے نگر آباد نہیں ہونے کےmil ke ik bār use yād nahīñ hone kedil ke ujṛe nagar ābād nahīñ hone ke
- ویران سا اب ہوں جو میں ایسا تو نہیں تھاہوتا تھا سمندر کبھی صحرا تو نہیں تھاvīrān sā ab hūñ jo maiñ aisā to nahīñ thāhotā thā samundar kabhī sahrā to nahīñ thā
- ہو سکے تو مجھے اک شام عنایت کرنابرپا اس دل پہ مری جان قیامت کرناho sake to mujhe ik shām ināyat karnābarpā is dil pe mirī jān qayāmat karnā