Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ehsan Akbar

b. 1938

Poems

  1. ā.īna ā.īna kyūñ kar dekheapne hī dāġh nazar bhar dekhe
  2. phir mujhe kaun-o-makāñ dasht-o-bayābāñ se lagerūbarū kaun thā jo ā.īna hairāñ se lage
  3. ḳhabar nahīñ ke koī kis ke intiḳhāb meñ haimagar jo shaḳhs kal ubhregā mere ḳhvāb meñ hai
  4. kisī se apnī ḳhabar ham vusūl kyā karteḳhud ā.īnoñ kā bhī ehsāñ qubūl kyā karte
  5. kulāh-e-kaj badal jātī hai yā afsar badaltā haiabhī khultā nahīñ kyā vaqt kā tevar badaltā hai
  6. har ek gām pe had har qadam dar-o-dīvārfazā-e-shahr banī besh-o-kam dar-o-dīvār
  7. hosh meñ ā.ūñ to sochūñ abhī dekhā kyā haiphir ye pūchhūñ ke ye pardā hai to jalva kyā hai
  8. bachpane kī duniyā thījis ke dam se dam letī
  9. shahr lā makāñ se hūñjis meñ ik makāñ merā
  10. ye rang-o-nik.hat meñ bahtī duniyāye husn sūrat ye jalva gāheñ
  11. ānkh hī dard pahchāntī haimaiñ is roṭ par
  12. judā.ī aur kyā hai maiñ jise sahtā nahīñ rahtāye tum se roz kā milnā
  13. ḳhizāñ meñ ab phūl āne vāle haiñtum magar sāth sāth rahnā
  14. sahar ke agar aise lamhāt meñ jāgte hositāre bhī jab ūngh jā.eñ
  15. qadam miṭṭī pe rakhtī hoke arsh ūpar ṭhaharte haiñ
  16. mire hāthoñ meñ sūraj kī savārī ke sūāgat ke liyegajre nahīñ hote
  17. hameñ kyā chāndnī kī rātkyā rātoñ kī tārīkī
  18. havā se bāt karokaho ke us kī lagā.ī huī girah na khulī
  19. havā mirī rāzdāñ nahīñ haike chatar us kā
  20. ye tum sabke jin ke saroñ meñ javānī kā ḳhūñ lahlahātā hai