Poet
Ehsan Akbar
b. 1938
Poems
- آئنہ آئنہ کیوں کر دیکھےاپنے ہی داغ نظر بھر دیکھےā.īna ā.īna kyūñ kar dekheapne hī dāġh nazar bhar dekhe
- پھر مجھے کون و مکاں دشت و بیاباں سے لگےروبرو کون تھا جو آئنہ حیراں سے لگےphir mujhe kaun-o-makāñ dasht-o-bayābāñ se lagerūbarū kaun thā jo ā.īna hairāñ se lage
- خبر نہیں کہ کوئی کس کے انتخاب میں ہےمگر جو شخص کل ابھرے گا میرے خواب میں ہےḳhabar nahīñ ke koī kis ke intiḳhāb meñ haimagar jo shaḳhs kal ubhregā mere ḳhvāb meñ hai
- کسی سے اپنی خبر ہم وصول کیا کرتےخود آئینوں کا بھی احساں قبول کیا کرتےkisī se apnī ḳhabar ham vusūl kyā karteḳhud ā.īnoñ kā bhī ehsāñ qubūl kyā karte
- کلاہ کج بدل جاتی ہے یا افسر بدلتا ہےابھی کھلتا نہیں کیا وقت کا تیور بدلتا ہےkulāh-e-kaj badal jātī hai yā afsar badaltā haiabhī khultā nahīñ kyā vaqt kā tevar badaltā hai
- ہر ایک گام پہ حد ہر قدم در و دیوارفضائے شہر بنی بیش و کم در و دیوارhar ek gām pe had har qadam dar-o-dīvārfazā-e-shahr banī besh-o-kam dar-o-dīvār
- ہوش میں آؤں تو سوچوں ابھی دیکھا کیا ہےپھر یہ پوچھوں کہ یہ پردا ہے تو جلوہ کیا ہےhosh meñ ā.ūñ to sochūñ abhī dekhā kyā haiphir ye pūchhūñ ke ye pardā hai to jalva kyā hai