Poet
Baldev Raaj
b. 1924
Poems
- آج ہے ایثار کا جذبہ جو پروانوں کے پاستھی کبھی یہ دولت بیدار انسانوں کے پاسāj hai īsār kā jazba jo parvānoñ ke pāsthī kabhī ye daulat-e-bedār insānoñ ke pās
- اب مری نگاہوں میں اوج ہے نہ پستی ہےایک سیل مدہوشی اک ہجوم مستی ہےab mirī nigāhoñ meñ auj hai na pastī haiek sail-e-mad.hoshī ik hujūm-e-mastī hai
- بدلا ہوا ہے رنگ گلستاں مرے لیےخوں رو رہی ہے چشم بہاراں مرے لیےbadlā huā hai rang-e-gulistāñ mire liyeḳhūñ ro rahī hai chashm-e-bahārāñ mire liye
- بہت پچھتاؤ گے تم درد مندوں سے خفا ہو کرکہ گل مرجھا کے رہ جاتا ہے خاروں سے جدا ہو کرbahut pachhtā.oge tum dard mandoñ se ḳhafā ho karke gul murjhā ke rah jātā hai ḳhāroñ se judā ho kar
- حیات الفت کی چاندنی میں مسرتوں کی کمی نہیں ہےمگر مقدر کو کیا کروں میں نظر وہ پہلی جو تھی نہیں ہےhayāt ulfat kī chāndnī meñ masarratoñ kī kamī nahīñ haimagar muqaddar ko kyā karūñ maiñ nazar vo pahlī jo thī nahīñ hai
- خزاں کا کوئی وجود ہے نہ چمن میں رنگ بہار ہےجسے جانتا ہے تو کارواں وہ تری نظر کا غبار ہےḳhizāñ kā koī vajūd hai na chaman meñ rang-e-bahār haijise jāntā hai to kārvāñ vo tirī nazar kā ġhubār hai
- خود کو خودی کا آئنہ دکھلا رہا ہوں میںاپنا حریف آپ بنا جا رہا ہوں میںḳhud ko ḳhudī kā ā.īna dikhlā rahā hūñ maiñapnā harīf āp banā jā rahā hūñ maiñ
- زندگی ہے عشق میری روح خودداری مریوائے مجبوری مری صد حیف مختاری مریzindagī hai ishq merī rūh-e-ḳhuddārī mirīvā.e majbūrī mirī sad haif muḳhtārī mirī
- فکر و خیال میں تمہیں لانے سے فائدہخود اپنے گھر میں آگ لگانے سے فائدہfikr-o-ḳhayāl meñ tumheñ lāne se fā.idaḳhud apne ghar meñ āg lagāne se fā.ida
- کوئی پردہ میان عشق حائل ہو نہیں سکتایہ حد ہے تو بھی اب مد مقابل ہو نہیں سکتاkoī parda miyān-e-ishq hā.il ho nahīñ saktāye had hai tū bhī ab mad-e-muqābil ho nahīñ saktā
- گردش میں ہے زمین بھی کیا آسماں کے ساتھدنیا بدل گئی نگہ مہرباں کے ساتھgardish meñ hai zamīn bhī kyā āsmāñ ke sāthduniyā badal ga.ī nigah-e-mehrbāñ ke sāth
- مرے سکون کی دنیا میں اضطرار نہیںنہیں نہیں مجھے اب تیرا انتظار نہیںmire sukūn kī duniyā meñ iztirār nahīñnahīñ nahīñ mujhe ab terā intizār nahīñ
- میرے ارمانوں کو پامال زیاں رہنے بھی دےشوق منزل کو شریک کارواں رہنے بھی دےmere armānoñ ko pāmāl-e-ziyāñ rahne bhī deshauq-e-manzil ko sharīk-e-kārvāñ rahne bhī de
- میں جی رہا ہوں تیرا سہارا لیے بغیریہ زہر پی رہا ہوں گوارا کئے بغیرmaiñ jī rahā hūñ terā sahārā liye baġhairye zahr pī rahā hūñ gavārā kiye baġhair
- ہر اک ذرے سے ہے تابانیٔ شمس و قمر پیداہر اک آئینے سے ہے صورت آئینہ گر پیداhar ik zarre se hai tābānī-e-shams-o-qamar paidāhar ik ā.īne se hai sūrat-e-ā.īna gar paidā
- تم ہو کہ مدتوں میں بھی میرے نہ ہو سکےمیں ہوں کہ ایک بات میں دیوانہ ہو گیاtum ho ke muddatoñ meñ bhī mere na ho sakemaiñ hūñ ke ek bāt meñ dīvāna ho gayā