Poet
Zaheer Ahmad Zaheer
b. 1941
Poems
- جو ذہن و دل میں اکٹھا تھا آس کا پانیاسے بھی لے گیا ساتھ اپنے یاس کا پانیjo zehn-o-dil meñ ikaṭṭhā thā ās kā pānīuse bhī le gayā sāth apne yās kā pānī
- حوصلے جینے کے دل کو بے بسی دیتی رہیآرزو پژمردگی کو تازگی دیتی رہیhausle jīne ke dil ko be basī detī rahīārzū pazhmurdagī ko tāzgī detī rahī
- خودی کو صبر و تحمل سے آشنا رکھنابڑی ہے بات بڑا دل کا حوصلہ رکھناḳhudī ko sabr-o-tahammul se āshnā rakhnābaṛī hai bāt baṛā dil kā hausla rakhnā
- رات بھر فرقت کے سائے دل کو دہلاتے رہےذہن میں کیا کیا خیال آتے رہے جاتے رہےrāt bhar furqat ke sā.e dil ko dahlāte rahezehn meñ kyā kyā ḳhayāl āte rahe jāte rahe
- سوکھی زمیں کو یاد کے بادل بھگو گئےپلکوں کو آج بیتے ہوئے پل بھگو گئےsūkhī zamīñ ko yād ke bādal bhigo ga.epalkoñ ko āj bīte hue pal bhigo ga.e
- غرور و ناز و تکبر کے دن تو کب کے گئےظہیرؔ اب وہ زمانے حسب نسب کے گئےġhurūr-o-nāz-o-takabbur ke din to kab ke ga.ezahīr ab vo zamāne hasab nasab ke ga.e
- کسی سے خوف کھاتے ہیں نہ دب کر بات کرتے ہیںصداقت کے پیمبر جب بھی حق پر بات کرتے ہیںkisī se ḳhauf khāte haiñ na dab kar bāt karte haiñsadāqat ke payambar jab bhī haq par bāt karte haiñ
- موت سے وہ نہ زندگی سے ملےروز و شب کی جو بے خودی سے ملےmaut se vo na zindagī se mileroz-o-shab kī jo be ḳhudī se mile