Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zafar Mujeebi

b. 1941

Poems

Meter
  1. jab se basā hai dil meñ tirī dil kashī kā rangyak rang ho gayā hai mirī zindagī kā rang
  2. jab se tum ne de diyā hai dil kā nazrāna mujhekah rahī hai sārī duniyā terā dīvāna mujhe
  3. haram kī rāh meñ sunte haiñ ik but ḳhāna ātā haiisī manzil pe shāyad dost kā kāshāna ātā hai
  4. rāh-e-safar meñ āj ye manzar bhī ā.egāgulshan ke sāth jaltā huā ghar bhī ā.egā
  5. rokegā qadam kyūñ kar raste kā ḳhatar merājab tak ke salāmat hai ye zauq-e-safar merā
  6. adam ke jāne vāloñ ko bulāyā jā nahīñ saktākuchh aisī nīnd soe haiñ jagāyā jā nahīñ saktā
  7. ġham-e-firāq meñ jāñ lab pe ā.ī hai sāhabyahī to sā.at mushkil kushā.ī hai sāhab
  8. kabhī to nazar karam mujh pe ḳhūb rū kartetamām umr kaṭī un kī ārzū karte
  9. koī lākh tum se ḳhafā rahe na kisī ko ḳhud se judā karoyahī zindagī kā usūl hai gale sab se baṛh ke milā karo