Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zabt Ansari

Poems

Meter
  1. ḳhayāl-e-ranj-o-rāhat se burī ma.alūm hotī haimohabbat māvarā-e-zindagī ma.alūm hotī hai
  2. rahā raushan hamesha matla-e-fikr-o-nazar apnāhathelī kā charāġh aur dār kā sūraj hai sar apnā
  3. shab bhar tasavvurāt kā mela lagā rahāsab so ga.e to ghar meñ mire ratjagā rahā
  4. ġham chhupā.ūñ ke āshkār karūñkaun sī vaz.a iḳhtiyār karūñ
  5. kaisī bulbul kahāñ ke parvānetum salāmat hazār dīvāne
  6. ghap andhere meñ ujāloñ kī tarah miltā haihā.e vo ġhair jo apnoñ kī tarah miltā hai
  7. mohabbat kā junūñ tārī idhar bhī hai idhar bhī haiḳhudā rakhe ye hushyārī idhar bhī hai idhar bhī hai
  8. maiñ shāḳh shāḳh pe mahkā kiran kiran meñ rahāke rūh ban ke rahā maiñ jis anjuman meñ rahā
  9. nahīñ hai fikr tujhe fikr māsivā ke sivāhazār but haiñ tire dil meñ ik ḳhudā ke sivā
  10. hujūm-e-ġham meñ agar muskurā sako to chaloke zulmatoñ meñ kiran ban ke ā sako to chalo
  11. hai mire sāmne mere liye dilgīr koīshāyad ab husn ke tarkash meñ nahīñ tīr koī