Poet
Vijendra Singh Parwaz
b. 1943
Poems
- آخر اداس اداس طبیعت بھی کیا کرےاب میرا دل کسی سے محبت بھی کیا کرےāḳhir udās udās tabī.at bhī kyā kareab merā dil kisī se mohabbat bhī kyā kare
- آنسوؤں کو اپنی پلکوں پر سجا کر لے گیامیں بھی اس محفل میں کچھ شمعیں جلا کر لے گیاānsūoñ ko apnī palkoñ par sajā kar le gayāmaiñ bhī is mahfil meñ kuchh shameñ jalā kar le gayā
- تیری ہی تصویر میں تیرا بدل ڈھونڈا گیاکتنی آسانی سے اک مشکل کا حل ڈھونڈا گیاterī hī tasvīr meñ terā badal ḍhūñḍā gayākitnī āsānī se ik mushkil kā hal ḍhūñḍā gayā
- دنیا میں وہی لوگ برے ہیں جو بھلے ہیںڈھونڈو گے اندھیرے تو چراغوں کے تلے ہیںduniyā meñ vahī log bure haiñ jo bhale haiñḍhūñḍoge andhere to charāġhoñ ke tale haiñ
- کس کس کی یاد دل کو ستاتی ہے کیا کہیںتنہائی کیا کیا بزم سجاتی ہے کیا کہیںkis kis kī yād dil ko satātī hai kyā kaheñtanhā.ī kyā kyā bazm sajātī hai kyā kaheñ
- مٹیں گے میرے دل سے رنج و غم آہستہ آہستہقرار آئے گا تجھ کو چشم نم آہستہ آہستہmiṭeñge mere dil se ranj-o-ġham āhista āhistaqarār ā.egā tujh ko chashm-e-nam āhista āhista
- ہو گئے رخصت مرے ارمان ایسا کچھ نہیںتیرا غم دل میں نہ ہو مہمان ایسا کچھ نہیںho ga.e ruḳhsat mire armān aisā kuchh nahīñterā ġham dil meñ na ho mehmān aisā kuchh nahīñ