Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Vijendra Singh Parwaz

b. 1943

Poems

Meter
  1. āḳhir udās udās tabī.at bhī kyā kareab merā dil kisī se mohabbat bhī kyā kare
  2. ānsūoñ ko apnī palkoñ par sajā kar le gayāmaiñ bhī is mahfil meñ kuchh shameñ jalā kar le gayā
  3. terī hī tasvīr meñ terā badal ḍhūñḍā gayākitnī āsānī se ik mushkil kā hal ḍhūñḍā gayā
  4. duniyā meñ vahī log bure haiñ jo bhale haiñḍhūñḍoge andhere to charāġhoñ ke tale haiñ
  5. kis kis kī yād dil ko satātī hai kyā kaheñtanhā.ī kyā kyā bazm sajātī hai kyā kaheñ
  6. miṭeñge mere dil se ranj-o-ġham āhista āhistaqarār ā.egā tujh ko chashm-e-nam āhista āhista
  7. ho ga.e ruḳhsat mire armān aisā kuchh nahīñterā ġham dil meñ na ho mehmān aisā kuchh nahīñ
  8. pahle ḍālī tire chehre pe bahut der nazare.id kā chānd to phir ba.ad meñ dekhā maiñ ne
  9. mujhe sharāb pilā.ī ga.ī hai ānkhoñ semirā nasha to hazāroñ baras meñ utregā