Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Vazahat Nseem

b. 1956

Poems

  1. bharne ko jo dāman koī phūloñ se chalā hokyā jāniye us shaḳhs kā kyā hāl huā ho
  2. parakh sako to mohabbat kā ik mizāj haiñ hamkal is tarah nahīñ mil pā.eñge jo āj haiñ ham
  3. tashvīsh na kīje ye nazariyyāt to hoñgeḳhadshāt kā mausam hai savālāt to hoñge
  4. takallufāt meñ lamhāt mat gañvāyā karbalā irāda bhī thoṛā sā muskurāyā kar
  5. jāne kyā kahte hue sarv saman guzre haiñkaise hālāt se gul zer-e-chaman guzre haiñ
  6. dil itnī kashākash se nikal jā.e to achchhāye phūl kisī āg meñ jal jā.e to achchhā
  7. dil-o-nigāh ko kab un kā mustaqar jānāḳhayāl-o-ḳhvāb ko ik arsa-e-safar jānā
  8. savāl-e-shām pe āyā javāb-e-shab āḳhirkashīdagī kā na pāyā magar sabab āḳhir
  9. kisī ke sāth dene kā koī imkāñ nahīñ hotāvasī alqalb honā is qadar āsāñ nahīñ hotā
  10. kahāñ havā ke muḳhālif haiñ bādbān kahokahīñ mile haiñ mohabbat ko sā.ibān kaho
  11. guzishta vaqt kī har bāt ānī jānī huīye bāt agle safar kī na.ī nishānī huī
  12. nazar ke sāmne husn-e-bahār rahne dejamāl-e-dīd ko parvar digār rahne de
  13. hameñ apnī zāt se ishq huā ham apne liye betāb huetum log parā.e hijr meñ the tum apne liye nāyāb hue
  14. ham ye chāheñ hameñ inkār kī jur.at ho jā.elab tak ā.e to vahī harf-e-nadāmat ho jā.e
  15. yūñ to ūnche ūnche parbatgahre nīle āsmān par dūdhiyā bādal
  16. tere dil se agar utar jā.eñtū hī batlā ke ham kidhar jā.eñ