Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Varun Gagneja Wahid

b. 1980

Poems

Meter
  1. thake jismoñ thakī rūhoñ ke sab ma.anī badalte haiñvisāl-e-hijr ke mausam meñ uryānī badalte haiñ
  2. ṭhahre jazbāt ke dariyā ko ravānī de karham ne kirdār bachāyā hai kahānī de kar
  3. rut jage meñ bhī ik ḳhumārī haiḳhvāb halkā hai nīnd bhārī hai
  4. raunaq-e-dil nikhār kar rahiyeus kā ġham hai sañvār kar rakhiye
  5. sochte rahnā shab-e-ġham meñ izāfat karnāhai diyā ban ke havā.oñ se mohabbat karnā
  6. qalam se nikle yā mere ḳhayāl se niklekoī javāb to ab is savāl se nikle
  7. kisī bhī rahnumā.ī kā koī da.avā nahīñ kartehamārī chāhatoñ ne to baṛe iqrār dekhe haiñ
  8. mil hī jānī thī munāsib koī qīmat mujh kotū ne samjhā hai magar māl-e-ġhanīmat mujh ko
  9. har ghaṛī har vaqt hī bāzār meñ rahnā paṛābechnā thā ḳhud ko so aḳhbār meñ rahnā paṛā