Poet
Varun Gagneja Wahid
b. 1980
Poems
- تھکے جسموں تھکی روحوں کے سب معنی بدلتے ہیںوصال ہجر کے موسم میں عریانی بدلتے ہیںthake jismoñ thakī rūhoñ ke sab ma.anī badalte haiñvisāl-e-hijr ke mausam meñ uryānī badalte haiñ
- ٹھہرے جذبات کے دریا کو روانی دے کرہم نے کردار بچایا ہے کہانی دے کرṭhahre jazbāt ke dariyā ko ravānī de karham ne kirdār bachāyā hai kahānī de kar
- رت جگے میں بھی اک خماری ہےخواب ہلکا ہے نیند بھاری ہےrut jage meñ bhī ik ḳhumārī haiḳhvāb halkā hai nīnd bhārī hai
- رونق دل نکھار کر رہیےاس کا غم ہے سنوار کر رکھیےraunaq-e-dil nikhār kar rahiyeus kā ġham hai sañvār kar rakhiye
- سوچتے رہنا شب غم میں اضافت کرناہے دیا بن کے ہواؤں سے محبت کرناsochte rahnā shab-e-ġham meñ izāfat karnāhai diyā ban ke havā.oñ se mohabbat karnā
- قلم سے نکلے یا میرے خیال سے نکلےکوئی جواب تو اب اس سوال سے نکلےqalam se nikle yā mere ḳhayāl se niklekoī javāb to ab is savāl se nikle
- کسی بھی رہنمائی کا کوئی دعویٰ نہیں کرتےہماری چاہتوں نے تو بڑے اقرار دیکھے ہیںkisī bhī rahnumā.ī kā koī da.avā nahīñ kartehamārī chāhatoñ ne to baṛe iqrār dekhe haiñ
- مل ہی جانی تھی مناسب کوئی قیمت مجھ کوتو نے سمجھا ہے مگر مال غنیمت مجھ کوmil hī jānī thī munāsib koī qīmat mujh kotū ne samjhā hai magar māl-e-ġhanīmat mujh ko
- ہر گھڑی ہر وقت ہی بازار میں رہنا پڑابیچنا تھا خود کو سو اخبار میں رہنا پڑاhar ghaṛī har vaqt hī bāzār meñ rahnā paṛābechnā thā ḳhud ko so aḳhbār meñ rahnā paṛā