Poet
Uma Shankar Shadan Gwaliori
Poems
- آساں ہے کسی نہر کا پتھر سے نکلناآساں نہیں ان کا دل مضطر سے نکلناāsāñ hai kisī nahr kā patthar se nikalnāāsāñ nahīñ un kā dil-e-muztar se nikalnā
- راز غم افشا کروں یا راز رکھوں راز میںحکم ہو تو کچھ سناؤں آپ کی آواز میںrāz-e-ġham ifshā karūñ yā rāz rakhūñ rāz meñhukm ho to kuchh sunā.ūñ āp kī āvāz meñ
- کعبے کا پتہ اور کلیسا کا نشاں اوریہ کیا کہ وہی بات یہاں اور وہاں اورka.abe kā pata aur kalīsā kā nishāñ aurye kyā ke vahī bāt yahāñ aur vahāñ aur
- مجھ کو ڈر ہے کہیں ایسا دل ناکام نہ ہوعشق آغاز ہی آغاز ہو انجام نہ ہوmujh ko ḍar hai kahīñ aisā dil-e-nākām na hoishq āġhāz hī āġhāz ho anjām na ho
- مرا خیال پریشاں ہے میرا گھر تنہانہ جائیے مجھے ایسے میں چھوڑ کر تنہاmirā ḳhayāl pareshāñ hai merā ghar tanhāna jā.iye mujhe aise meñ chhoṛ kar tanhā
- میرا غم میرے خیالات ہی سب کچھ تو نہیںان کی محفل میں مری بات ہی سب کچھ تو نہیںmerā ġham mere ḳhayālāt hī sab kuchh to nahīñun kī mahfil meñ mirī bāt hī sab kuchh to nahīñ
- وفا کے لطف محبت کے خواب مانگے ہےعجیب بات ہے ساقی شراب مانگے ہےvafā ke lutf mohabbat ke ḳhvāb māñge haiajīb bāt hai sāqī sharāb māñge hai
- وہ سوز و ساز وہ نغمہ خیال و خواب ہوامٹا کے ہم کو زمانہ بہت خراب ہواvo soz-o-sāz vo naġhma ḳhayāl-o-ḳhvāb huāmiṭā ke ham ko zamāna bahut ḳharāb huā