Poet
Tabish Mehdi
b. 1951
Poems
- اب تو چراغ فکر جلاتا نہیں کوئیسوز یقیں کی بزم سجاتا نہیں کوئیab to charāġh-e-fikr jalātā nahīñ koīsoz-e-yaqīñ kī bazm sajātā nahīñ koī
- اور سمت سفر راستہ اور ہےعہد حاضر کا شاید خدا اور ہےaur samt-e-safar rāsta aur haiahd-e-hāzir kā shāyad ḳhudā aur hai
- بلا سے مرتبے اونچے نہ رکھناکسی دربار سے رشتے نہ رکھناbalā se martabe ūnche na rakhnākisī darbār se rishte na rakhnā
- جہان دل میں سناٹا بہت ہےسمندر آج کل پیاسا بہت ہےjahān-e-dil meñ sannāṭā bahut haisamundar āj kal pyāsā bahut hai
- خطا میں نے کوئی بھاری نہیں کیامیر شہر سے یاری نہیں کیḳhatā maiñ ne koī bhārī nahīñ kīamīr-e-shahr se yārī nahīñ kī
- دشت تنہائی بادل ہوا اور میںروز و شب کا یہی سلسلا اور میںdasht-e-tanhā.ī bādal huā aur maiñroz-o-shab kā yahī salislā aur maiñ
- روشنی آدمی تیرگی آدمیزندگی آدمی موت بھی آدمیraushnī ādmī tīrgī ādmīzindagī ādmī maut bhī ādmī
- کچھ تو دنیا سے کما لے جائیےہم فقیروں کی دعا لے جائیےkuchh to duniyā se kamā le jā.iyeham faqīroñ kī duā le jā.iye
- کنایتاً بھی ترا نام جب سنا میں نےوفور شوق میں سر کو جھکا دیا میں نےkinītā bhī tirā nām jab sunā maiñ nevafūr-e-shauq meñ sar ko jhukā diyā maiñ ne
- نیند کا رس فضا میں گھولو ہواے میاں کیا زبان بولو ہوnīnd kā ras fazā meñ gholo hoai miyāñ kyā zabān bolo ho
- یادوں کی قندیل جلانا کتنا اچھا لگتا ہےخوابوں کو پلکوں پہ سجانا کتنا اچھا لگتا ہےyādoñ kī qindīl jalānā kitnā achchhā lagtā haiḳhvāboñ ko palkoñ pe sajānā kitnā achchhā lagtā hai
- یوں تو مرا اس سے کوئی پردہ بھی نہیں ہےلیکن کبھی میں نے اسے دیکھا بھی نہیں ہےyūñ to mirā us se koī parda bhī nahīñ hailekin kabhī maiñ ne use dekhā bhī nahīñ hai