Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Tabassum Anwar

Poems

Meter
  1. ānkhoñ meñ le ke yās mujhe dekhne to dekaun ā rahā hai pās mujhe dekhne to de
  2. ṭūṭe ā.īne ko kyā ghar meñ sajānā achchhārūh ke ghā.o ko duniyā se chhupānā achchhā
  3. kisī bhī dar kī savālī nahīñ rahī hogījhukī jo ishq ke dar par jabīñ rahī hogī
  4. mujh se milne mere ḳheme meñ chalī ātī hai garddasht-e-vahshat meñ faqat merī mulāqātī hai gard
  5. mudām le ke mujhe halqa vār nāchtī haijidhar chalūñ nigah tarah dār nāchtī hai
  6. na rob-e-jāh meñ ā kar kisī se guftugū kījo ham ne kī to phir apnī ḳhushī se guftugū kī
  7. vo kam āmez mujh se ham suḳhan hone lagā haiba yak lahza ye dasht-e-dil chaman hone lagā hai
  8. ye chīḳheñ ye āh-o-bukā kis liye haimire shahr kī ye fazā kis liye hai