Poet
Tabassum Anwar
Poems
- آنکھوں میں لے کے یاس مجھے دیکھنے تو دےکون آ رہا ہے پاس مجھے دیکھنے تو دےānkhoñ meñ le ke yās mujhe dekhne to dekaun ā rahā hai pās mujhe dekhne to de
- ٹوٹے آئینے کو کیا گھر میں سجانا اچھاروح کے گھاؤ کو دنیا سے چھپانا اچھاṭūṭe ā.īne ko kyā ghar meñ sajānā achchhārūh ke ghā.o ko duniyā se chhupānā achchhā
- کسی بھی در کی سوالی نہیں رہی ہوگیجھکی جو عشق کے در پر جبیں رہی ہوگیkisī bhī dar kī savālī nahīñ rahī hogījhukī jo ishq ke dar par jabīñ rahī hogī
- مجھ سے ملنے میرے خیمے میں چلی آتی ہے گرددشت وحشت میں فقط میری ملاقاتی ہے گردmujh se milne mere ḳheme meñ chalī ātī hai garddasht-e-vahshat meñ faqat merī mulāqātī hai gard
- مدام لے کے مجھے حلقہ وار ناچتی ہےجدھر چلوں نگہ طرح دار ناچتی ہےmudām le ke mujhe halqa vār nāchtī haijidhar chalūñ nigah tarah dār nāchtī hai
- نہ رعب جاہ میں آ کر کسی سے گفتگو کیجو ہم نے کی تو پھر اپنی خوشی سے گفتگو کیna rob-e-jāh meñ ā kar kisī se guftugū kījo ham ne kī to phir apnī ḳhushī se guftugū kī
- وہ کم آمیز مجھ سے ہم سخن ہونے لگا ہےبہ یک لحظہ یہ دشت دل چمن ہونے لگا ہےvo kam āmez mujh se ham suḳhan hone lagā haiba yak lahza ye dasht-e-dil chaman hone lagā hai
- یہ چیخیں یہ آہ و بکا کس لیے ہےمرے شہر کی یہ فضا کس لیے ہےye chīḳheñ ye āh-o-bukā kis liye haimire shahr kī ye fazā kis liye hai