Poet
Shah Naseer
شاہ نصیر1756–1838
Poems
- لگا جب عکس ابرو دیکھنے دل دار پانی میںبہم ہر موج سے چلنے لگی تلوار پانی میںlagā jab aks-e-abrū dekhne dil dār pānī meñbaham har mauj se chalne lagī talvār pānī meñ
- لیا نہ ہاتھ سے جس نے سلام عاشق کاوہ کان دھر کے سنے کیا پیام عاشق کاliyā na hāth se jis ne salām āshiq kāvo kān dhar ke sune kyā payām āshiq kā
- مل بیٹھنے یہ دے ہے فلک ایک دم کہاںکیا جانے تم کہاں ہو کوئی دم کو ہم کہاںmil baiṭhne ye de hai falak ek dam kahāñkyā jāne tum kahāñ ho koī dam ko ham kahāñ
- میری تربت پر چڑھانے ڈھونڈتا ہے کس کے پھولتیری آنکھوں کا ہوں کشتہ رکھ دے دو نرگس کے پھولmerī turbat par chaṛhāne ḍhūñḍtā hai kis ke phūlterī ānkhoñ kā hūñ kushta rakh de do nargis ke phūl
- میں ضعف سے جوں نقش قدم اٹھ نہیں سکتابیٹھا ہوں سر خاک پہ جم اٹھ نہیں سکتاmaiñ zof se jūñ naqsh-e-qadam uṭh nahīñ saktābaiṭhā hūñ sar-e-ḳhāk pe jam uṭh nahīñ saktā
- میں نے بٹھلا کے جو پاس اس کو کھلایا بیڑاقتل پر میرے رقیبوں نے اٹھایا بیڑاmaiñ ne biṭhlā ke jo pās us ko khilāyā beṛāqatl par mere raqīboñ ne uṭhāyā beṛā
- نکہت گل ہیں یا صبا ہیں ہمنہیں معلوم کچھ کہ کیا ہیں ہمnik.hat-e-gul haiñ yā sabā haiñ hamnahīñ ma.alūm kuchh ke kyā haiñ ham
- نہ دکھائیو ہجر کا درد و الم تجھے دیتا ہوں چرخ خدا کی قسممرے یار کو مجھ سے نہ کیجو جدا تجھے سرور ہر دوسرا کی قسمna dikhā.iyo hijr kā dard-o-alam tujhe detā hūñ charḳh ḳhudā kī qasammire yār ko mujh se na kījo judā tujhe surūr har dūsrā kī qasam
- نہ ذکر آشنا نے قصۂ بیگانہ رکھتے ہیںحدیث یار رکھتے ہیں یہی افسانہ رکھتے ہیںna zikr-e-āshnā ne qissa-e-begāna rakhte haiñhadīs-e-yār rakhte haiñ yahī afsāna rakhte haiñ
- واں کمر باندھے ہیں مژگاں قتل پر دونوں طرفیاں صف عشاق ہیں زیر و زبر دونوں طرفvāñ kamar bāñdhe haiñ mizhgāñ qatl par donoñ tarafyāñ saf-e-ushshāq haiñ zer-o-zabar donoñ taraf
- ہاتھوں کو اٹھا جان سے آخر کو رہوں گاپر دل ہے رفیق اس کو کبھی تجھ کو نہ دوں گاhāthoñ ko uṭhā jān se āḳhir ko rahūñgāpar dil hai rafīq us ko kabhī tujh ko na dūñgā
- ہم پھڑک کر توڑتے ساری قفس کی تیلیاںپر نہیں اے ہم صفیرو! اپنے بس کی تیلیاںham phaṛak kar toṛte sārī qafas kī teliyāñpar nahīñ ai ham safīro! apne bas kī teliyāñ
- ہوا اشک گلگوں بہار گریباںبرنگ رگ گل ہے تار گریباںhavā ashk-e-gulgūñ bahār-e-garebāñbarang-e-rag-e-gul hai tār-e-garebāñ
- ہو چکی باغ میں بہار افسوسآہ اے بلبلو ہزار افسوسho chukī bāġh meñ bahār afsosāh ai bulbulo hazār afsos
- یارو نہیں اتنا مجھے قاتل نے ستایاجتنا کہ مرے دشمن جاں دل نے ستایاyāro nahīñ itnā mujhe qātil ne satāyājitnā ke mire dushman-e-jāñ dil ne satāyā
- یاں سے دیں گے نہ تم کو جانے آجلاکھ اب تم کرو بہانے آجyāñ se deñge na tum ko jāne ājlākh ab tum karo bahāne āj