Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Rafeeq Anjum

Poems

Meter
  1. is daur meñ aisā koī insān nahīñ haijo sozish-e-pinhāñ se pareshān nahīñ hai
  2. dar parda kis davā se jibillat badal ga.ībachche baṛe hue to zarūrat badal ga.ī
  3. dekh apnā ḳhayāl kar bābāho ga.ī rāt jā to ghar bābā
  4. rāt hai kālī ghaṭā hai aur maiñpur ḳhatar ye rāsta hai aur maiñ
  5. rāh zid kī na iḳhtiyār karosachchī bātoñ pe etibār karo
  6. sharīfoñ se rifāqat meñ to ġhaflat ham nahīñ kartekisī kam zarf se milne kī chāhat ham nahīñ karte
  7. munsif ho bhalā hukm sunā kyūñ nahīñ detemujrim hūñ agar maiñ to sazā kyūñ nahīñ dete
  8. vaqt kī raftār ko parkhā karoband har jhagṛe kā darvāza karo
  9. ye apnā vasf-e-derīna ke ayyārī nahīñ kartevatan se ham kisī qīmat pe ġhaddārī nahīñ karte