Poet
Raees Akhtar
b. 1935
Poems
- ان آنکھوں سے پہلے بھی کہیں بات ہوئی ہےسوچوں گا کہاں تم سے ملاقات ہوئی ہےin ānkhoñ se pahle bhī kahīñ bāt huī haisochūñgā kahāñ tum se mulāqāt huī hai
- ایک دھوکہ ہے دل کشی کیا ہےہم سمجھتے ہیں دوستی کیا ہےek dhoka hai dil kashī kyā haiham samajhte haiñ dostī kyā hai
- تنہائیاں جو راس نہ آئیں تو کیا کریںزخموں کی انجمن نہ سجائیں تو کیا کریںtanhā.iyāñ jo rās na ā.eñ to kyā kareñzaḳhmoñ kī anjuman na sajā.eñ to kyā kareñ
- جانے کس واسطے دل چشم کرم مانگے ہےزندگی آپ سے پھر دیدۂ نم مانگے ہےjāne kis vāste dil chashm-e-karam māñge haizindagī āp se phir dīda-e-nam māñge hai
- دنیا سے آج جذب وفا مانگتا ہوں میںیہ جرم ہے اگر تو سزا مانگتا ہوں میںduniyā se āj jazb-e-vafā māñgtā hūñ maiñye jurm hai agar to sazā māñgtā hūñ maiñ
- شہر غزل میں بکنے کو تیار کون ہےیوسف نہیں تو زینت بازار کون ہےshahr-e-ġhazal meñ bikne ko tayyār kaun haiyūsuf nahīñ to zīnat-e-bāzār kaun hai
- غموں سے رشتہ ہے اپنا بھی دوستی کی طرحملے ہیں اشک بھی ہم کو یہاں ہنسی کی طرحġhamoñ se rishta hai apnā bhī dostī kī tarahmile haiñ ashk bhī ham ko yahāñ hañsī kī tarah
- کہیں شرمندہ نہ ہو رسم وفا میرے بعدمیرے ماضی کو نہ دو میری سزا میرے بعدkahīñ sharminda na ho rasm-e-vafā mere ba.admere māzī ko na do merī sazā mere ba.ad
- لب پہ اک نام جب آتا ہے تو رو لیتے ہیںکوئی جی بھر کے رلاتا ہے تو رو لیتے ہیںlab pe ik nām jab ātā hai to ro lete haiñkoī jī bhar ke rulātā hai to ro lete haiñ
- نشاط منزل قلب و نظر کو یاد کروسفر میں اپنے کسی ہم سفر کو یاد کروnishāt-e-manzil qalb-o-nazar ko yād karosafar maiñ apne kisī ham safar ko yād karo
- وقت کی تیز روی دیکھ کے ڈر جاتے ہیںلوگ جیتے ہیں کچھ اس طرح کہ مر جاتے ہیںvaqt kī tez ravī dekh ke ḍar jāte haiñlog jīte haiñ kuchh is tarah ke mar jāte haiñ
- ہم کہاں اور دل خراب کہاںاے شب غم ترا جواب کہاںham kahāñ aur dil-e-ḳharāb kahāñai shab-e-ġham tirā javāb kahāñ
- ہمیں تو ایک ہی چہرہ دکھائی دیتا ہےجسے بھی دیکھیے اپنا دکھائی دیتا ہےhameñ to ek hī chehra dikhā.ī detā haijise bhī dekhiye apnā dikhā.ī detā hai