Poet
Parvez akhtar
b. 1966
Poems
- دیکھو تو سہی زیست کے امکان بھی ہوں گےشاید کہ اسی بھیڑ میں انسان بھی ہوں گےdekho to sahī zīst ke imkān bhī hoñgeshāyad ke isī bhīṛ meñ insān bhī hoñge
- سب کی آنکھوں میں رہا کرتے تھےفرد ہیں قوم ہوا کرتے تھےsab kī ānkhoñ meñ rahā karte thefard haiñ qaum huā karte the
- طنز کرتا ہے آئنہ مجھ پروقت کیسا یہ آ پڑا مجھ پرtanz kartā hai ā.īna mujh parvaqt kaisā ye ā paṛā mujh par
- عشق کو زہر کیوں پلاوے ہےعشق تو راستہ دکھاوے ہےishq ko zahr kyūñ pilāve haiishq to rāsta dikhāve hai
- کسی سے کہیں جی لگانے سے پہلےذرا پوچھ لیتے زمانے سے پہلےkisī se kahīñ jī lagāne se pahlezarā pūchh lete zamāne se pahle
- موسموں کی سختیاںالحفیظ و الاماںmausamoñ kī saḳhtiyāñalhafīz-o-alamāñ
- ہوا ہے نہ ہوگا زمانہ کسی کااٹھانا کسی کو گرانا کسی کاhuā hai na hogā zamāna kisī kāuṭhānā kisī ko girānā kisī kā
- ہے دل توڑنا تیری فطرت سنا میںاور اس کی کوئی حد نہ مدت سنا میںhai dil toṛnā terī fitrat sunā maiñaur us kī koī had na muddat sunā maiñ
- یہاں کسے ہنسنے کی فرصت رکھی ہےایک سے نمٹو دوسری آفت رکھی ہےyahāñ kise hañsne kī fursat rakhī haiek se nimṭo dūsrī āfat rakhī hai
- ہم غبار رہ گزرہے یہ قصہ مختصرham ġhubār-e-rah guzarhai ye qissa muḳhtasar
- سارے پتھر نہیں ہوتے ہیں ملامت کا نشاںوہ بھی پتھر ہے جو منزل کا نشاں دیتا ہےsāre patthar nahīñ hote haiñ malāmat kā nishāñvo bhī patthar hai jo manzil kā nishāñ detā hai