Poet
Parveen Kumar Ashk
b. 1951
Poems
- ایک نہ اک دیوار سرکتی رہتی ہےگھر کی چھت ہر رت میں ٹپکتی رہتی ہےek na ik dīvār saraktī rahtī haighar kī chhat har rut meñ ṭapaktī rahtī hai
- برف سے لڑتا تھا میرے پاس پانی کیوں نہیںاب سوال اٹھتا ہے دریا میں روانی کیوں نہیںbarf se laṛtā thā mere pās pānī kyūñ nahīñab savāl uṭhtā hai dariyā meñ ravānī kyūñ nahīñ
- تو جب گھر سے چلا جاتا ہےپیچھے رہ بھی کیا جاتا ہےtū jab ghar se chalā jātā haipīchhe rah bhī kyā jātā hai
- جو زندگی کے سب سے حسیں موڑ پر ملاوہ شخص پھر نہ مجھ کو کبھی عمر بھر ملاjo zindagī ke sab se hasīñ moṛ par milāvo shaḳhs phir na mujh ko kabhī umr bhar milā
- خدا کی بے رخی پر رو رہی ہےدعا مجھ سے لپٹ کر رو رہی ہےḳhudā kī be ruḳhī par ro rahī haiduā mujh se lipaṭ kar ro rahī hai
- ساون میں گھبرا جاتا ہےدل میرا صحرا جاتا ہےsāvan meñ ghabrā jātā haidil merā sahrā jātā hai
- سفر میں دھوپ ہے تو سائبان بھی ہوگازمین ہوگی جہاں آسمان بھی ہوگاsafar meñ dhūp hai to sā.ibān bhī hogāzamīn hogī jahāñ āsmān bhī hogā
- سمندر آنکھ سے اوجھل ذرا نہیں ہوتاندی کو ڈر کسی چٹان کا نہیں ہوتاsamundar ānkh se ojhal zarā nahīñ hotānadī ko ḍar kisī chaṭān kā nahīñ hotā
- سمندر میں کھڑے ہو رو رہے ہویہ کیسی میلی چادر دھو رہے ہوsamundar meñ khaṛe ho ro rahe hoye kaisī mailī chādar dho rahe ho
- سینے پر رکھ ہجرت کا پتھر چپ چاپگھر میں رہ اور چھوڑ دے اپنا گھر چپ چاپsīne par rakh hijrat kā patthar chup chāpghar meñ rah aur chhoṛ de apnā ghar chup chāp
- کوئی خوشبو نہ پھول ہوں میں توسر سے پا تک ببول ہوں میں توkoī ḳhushbū na phūl hūñ maiñ tosar se pā tak babūl hūñ maiñ to
- موسم سوکھے پیڑ گرانے والا تھاکسی کسی میں پھول بھی آنے والا تھاmausam sūkhe peṛ girāne vālā thākisī kisī meñ phūl bhī āne vālā thā
- میں ریت کا محل ہوں مرے پاسباں درختسینے پہ روک لیتے ہیں سب آندھیاں درختmaiñ ret kā mahal hūñ mire pāsbāñ daraḳhtsīne pe rok lete haiñ sab āndhiyāñ daraḳht