Poet
Noon Meem Rashid
ن م راشد1910–1975
Poems
- آج، اس ساعت دزدیدہ و نایاب میں بھی،جسم ہے خواب سے لذت کش خمیازہ تراāj, is sā.at duzdīda-o-nāyāb meñ bhī,jism hai ḳhvāb se lazzat kash ḳhamyāza tirā
- آج دروازے کھلے رہنے دویاد کی آگ دہک اٹھی ہےāj darvāze khule rahne doyād kī āg dahak uṭhī hai
- اس کا چہرہ، اس کے خد و خال یاد آتے نہیںاک شبستاں یاد ہےus kā chehra, us ke ḳhad-o-ḳhāl yād āte nahīñik shabistāñ yād hai
- ایشیا کے دور افتادہ شبستانوں میں بھیمیرے خوابوں کا کوئی روماں نہیں!eshiyā ke daur uftāda shabistānoñ meñ bhīmere ḳhvāboñ kā koī rūmāñ nahīñ!
- اے مری ہم رقص مجھ کو تھام لےزندگی سے بھاگ کر آیا ہوں میںai mirī ham raqs mujh ko thām lezindagī se bhāg kar āyā hūñ maiñ
- جسم اور روح میں آہنگ نہیںلذت اندوز دلآویزیٔ موہوم ہے توjism aur rūh meñ āhang nahīñlazzat andoz dilāvezī-e-mauhūm hai tū
- ''زمانہ خدا ہے، اسے تم برا مت کہو''مگر تم نہیں دیکھتے زمانہ فقط ریسمان خیال''zamāna ḳhudā hai, use tum burā mat kaho''magar tum nahīñ dekhte zamāna faqat resmān-e-ḳhayāl
- سمندر کی تہ میںسمندر کی سنگین تہ میںsamundar kī tah meñsamundar kī sangīn tah meñ
- کر چکا ہوں آج عزم آخریشام سے پہلے ہی کر دیتا تھا میںkar chukā hūñ āj azm-e-āḳhirīshām se pahle hī kar detā thā maiñ
- گوشۂ زنجیر میںاک نئی جنبش ہویدا ہو چلیgosha-e-zanjīr meñik na.ī jumbish huvaidā ho chalī
- میر ہو مرزا ہو میرا جی ہونارسا ہاتھ کی نمناکی ہےmīr ho mirzā ho merā jī honārasā hāth kī namnākī hai