Poet
میر سوز
Poems
- آہ میں بے قرار کس کا ہوںکشتۂ انتظار کس کا ہوںāh meñ be qarār kis kā hūñkushta-e-intizār kis kā hūñ
- اپنے نالے میں گر اثر ہوتاقطرۂ اشک بھی گہر ہوتاapne nāle meñ gar asar hotāqatra-e-ashk bhī guhar hotā
- اگر میں جانتا ہے عشق میں دھڑکا جدائی کاتو جیتے جی نہ لیتا نام ہرگز آشنائی کاagar maiñ jāntā hai ishq meñ dhaṛkā judā.ī kātū jīte jī na letā nām hargiz āshnā.ī kā
- پاس رہ کر دیکھنا تیرا بڑا ارمان ہےمجھ کو سب مشکل ہے پیارے تجھ کو سب آسان ہےpās rah kar dekhnā terā baṛā armān haimujh ko sab mushkil hai pyāre tujh ko sab āsān hai
- ترا ہم نے جس کو طلب گار دیکھااسے اپنی ہستی سے بے زار دیکھاtirā ham ne jis ko talab gār dekhāuse apnī hastī se be zār dekhā
- تو ہم سے جو ہم شراب ہوگابہتوں کا جگر کباب ہوگاto ham se jo ham sharāb hogābahutoñ kā jigar kabāb hogā
- جتنا کوئی تجھ سے یار ہوگااتنا ہی خراب و خوار ہوگاjitnā koī tujh se yār hogāitnā hī ḳharāb-o-ḳhvār hogā
- جس کا تجھ سا حبیب ہووے گاکون اس کا رقیب ہووے گاjis kā tujh sā habīb hove gākaun us kā raqīb hove gā
- جو ہم سے تو ملا کرے گابندہ تجھ کو دعا کرے گاjo ham se to milā karegābanda tujh ko duā karegā
- حسن کی گر زکوٰۃ پاؤں میںتو بھکاری ترا کہاؤں میںhusn kī gar zakvāt pā.oñ meñtū bhikārī tirā kahā.oñ meñ
- عشاق تیرے سب تھے پر زار تھا سو میں تھاجگ کے خرابہ اندر اک خوار تھا سو میں تھاushshāq tere sab the par zār thā so maiñ thājag ke ḳharāba andar ik ḳhvār thā so maiñ thā
- غمزۂ چشم شرمسار کہاںسر تو حاضر ہے تیغ یار کہاںġhamza-e-chashm-e-sharmsār kahāñsar to hāzir hai teġh-e-yār kahāñ
- کعبے ہی کا اب قصد یہ گمراہ کرے گاجو تم سے بتاں ہوگا سو اللہ کرے گاka.abe hī kā ab qasd ye gumrāh karegājo tum se butāñ hogā so allāh karegā
- محبت منہ پہ کرنا اور دل میں بے وفائی ہےیہ آئینہ یہاں کہتا ہے کیسی آشنائی ہےmohabbat muñh pe karnā aur dil meñ be vafā.ī haiye ā.īna yahāñ kahtā hai kaisī āshnā.ī hai
- ناصحو دل کس کنے ہے کس کو سمجھاتے ہو تمکیوں دوانے ہو گئے ہو جان کیوں کھاتے ہو تمnāseho dil kis kanne hai kis ko samjhāte ho tumkyūñ dīvāne ho ga.e ho jān kyūñ khāte ho tum
- ہمیں کون پوچھے ہے صاحبو نہ سوال میں نہ جواب میںنہ تو کوئی آدمی جانے ہے نہ حساب میں نہ کتاب میںhameñ kaun pūchhe hai sāhabo na savāl meñ na javāb meñna to koī ādmī jāne hai na hisāb meñ na kitāb meñ
- یہ تیرا عشق کب کا آشنا تھاکہاں کا جان کو میری دھرا تھاye terā ishq kab kā āshnā thākahāñ kā jān ko merī dharā thā