Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Lokesh Kumar Singh

Poems

Meter
  1. ā.īna phir nikhar gayā hai kiyāmerā chehra utar gayā hai kiyā
  2. apnī sānsoñ se ham ḍare kitnezindagī ke liye mire kitne
  3. utartī kyūñ ye sārī jā rahī haikahāñ merī ḳhumārī jā rahī hai
  4. us ke khulte hī har ik samt ujālā hogāye tabassum hai use dard ne pālā hogā
  5. jism ke is ġhār meñ dikhtā hai sabret ke ambār meñ dikhtā hai sab
  6. sukhoñ kī ās hai kab se magar nahīñ ātemaiñ vo daraḳht hūñ jis par samar nahīñ āte
  7. kyā batā.ūñ tumheñ ke kyā hūñ maiñbhar chuke zaḳhm kī davā hūñ maiñ
  8. ye tamannā hai ke maiñ harf-e-vafā ho jā.ūñmerī bāteñ raheñ be shak meñ fanā ho jā.ūñ