Poet
Kaleem Qaisar Balrampuri
b. 1958
Poems
- جاہ و حشمت کے لئے رتبہ و عزت کے لئےلوگ بدنام ہوئے جاتے ہیں شہرت کے لئےjāh-o-hashmat ke liye rutba-o-izzat ke liyelog badnām hue jāte haiñ shohrat ke liye
- روشن کچھ امکان نہیں ہےگھر میں روشندان نہیں ہےraushan kuchh imkān nahīñ haighar meñ raushandān nahīñ hai
- سنبھل سنبھل کے یہاں زندگی بسر کی ہےبڑی طویل کہانی تھی مختصر کی ہےsambhal sambhal ke yahāñ zindagī basar kī haibaṛī tavīl kahānī thī muḳhtasar kī hai
- عجب ہوا کہ پرندے اڑان بھول گئےزمیں پہ رہنے لگے آسمان بھول گئےajab huā ke parinde uṛān bhūl ga.ezamīñ pe rahne lage āsmān bhūl ga.e
- کسی کو فکر جو دی ہے تو فن نہیں دیتاوہ سب کو ایک سا طرز سخن نہیں دیتاkisī ko fikr jo dī hai to fan nahīñ detāvo sab ko ek sā tarz-e-suḳhan nahīñ detā
- کوئی راز نہیں کوئی بھید نہیں سب ظاہر ہے تو چھپائیں کیاتم ضد پہ اڑے تم شک میں پڑے تم خود ہی کہو بتلائیں کیاkoī rāz nahīñ koī bhed nahīñ sab zāhir hai to chhupā.eñ kyātum zid pe uṛe tum shak meñ paṛe tum ḳhud hī kaho batlā.eñ kyā
- کہہ چکے ہیں سب بچا کچھ بھی نہیںمیرے شعروں میں نیا کچھ بھیkah chuke haiñ sab bachā kuchh bhī nahīñmere sheroñ meñ nayā kuchh bhī
- گرچہ محفوظ رہے پھول ثمر ہونے تکپھر انہیں روک نہ پاؤ گے شجر ہونے تکgarche mahfūz rahe phūl samar hone takphir unheñ rok na pā.oge shajar hone tak
- وہی زمانہ وہی ماہ و سال اوڑھے ہیںبہت دنوں سے تمہارا خیال اوڑھے ہیںvahī zamāna vahī māh-o-sāl oṛhe haiñbahut dinoñ se tumhārā ḳhayāl oṛhe haiñ