Poet
جگر بسوانی
Poems
- شب وصال ہنسی آتی ہے مقدر پروہ ہم سے روٹھ کے سونے چلے ہیں بستر پرshab-e-visāl hañsī ātī hai muqaddar parvo ham se rūṭh ke sone chale haiñ bistar par
- شراب ناب کو منہ سے ذرا لگا واعظمے طہور کا میں وصف سن چکا واعظsharāb-e-nāb ko muñh se zarā lagā vā.izmai tahūr kā maiñ vasf sun chukā vā.iz
- عبث ہے شوق لڑکپن میں ظلم ڈھانے کاجوان ہو کے گلا کاٹنا زمانے کاabas hai shauq laṛakpan meñ zulm ḍhāne kājavān ho ke gilā kāṭnā zamāne kā
- کیا غم ہجر اٹھا کر کوئی مر جائے گاجس طرح رات کٹی دن بھی گزر جائے گاkiyā ġham-e-hijr uṭhā kar koī mar jā.egājis tarah rāt kaṭī din bhī guzar jā.egā
- منظور نظر ہے دل غم خوار تمہاراجو یار ہمارا ہے وہی یار تمہاراmanzūr-e-nazar hai dil-e-ġham ḳhvār tumhārājo yār hamārā hai vahī yār tumhārā
- یوں بہ مشکل دل مجروح سے پیکاں نکلامیں یہ سمجھا کہ ترے وصل کا ارماں نکلاyūñ ba mushkil dil-e-majrūh se paikāñ niklāmaiñ ye samjhā ke tire vasl kā armāñ niklā
- بچھا رکھوں میں آنکھیں رہ گزر میںکبھی آ جائیں شاید میرے گھر آپbichhā rakhoñ meñ ānkheñ rah guzar meñkabhī ā jā.eñ shāyad mere ghar āp
- دیوانوں میں ذکر دل دیوانہ رہے گا
- جی بھر کے کبھی یار کا جلوہ نہیں دیکھادیکھا بھی تو اس طرح کہ گویا نہیں دیکھاjī bhar ke kabhī yār kā jalva nahīñ dekhādekhā bhī to is tarah ke goyā nahīñ dekhā