Poet
جگر بسوانی
Poems
- شب وصال ہنسی آتی ہے مقدر پروہ ہم سے روٹھ کے سونے چلے ہیں بستر پرshab-e-visāl hañsī ātī hai muqaddar parvo ham se rūṭh ke sone chale haiñ bistar par
- شراب ناب کو منہ سے ذرا لگا واعظمے طہور کا میں وصف سن چکا واعظsharāb-e-nāb ko muñh se zarā lagā vā.izmai tahūr kā maiñ vasf sun chukā vā.iz
- عبث ہے شوق لڑکپن میں ظلم ڈھانے کاجوان ہو کے گلا کاٹنا زمانے کاabas hai shauq laṛakpan meñ zulm ḍhāne kājavān ho ke gilā kāṭnā zamāne kā
- کیا غم ہجر اٹھا کر کوئی مر جائے گاجس طرح رات کٹی دن بھی گزر جائے گاkiyā ġham-e-hijr uṭhā kar koī mar jā.egājis tarah rāt kaṭī din bhī guzar jā.egā
- منظور نظر ہے دل غم خوار تمہاراجو یار ہمارا ہے وہی یار تمہاراmanzūr-e-nazar hai dil-e-ġham ḳhvār tumhārājo yār hamārā hai vahī yār tumhārā
- یوں بہ مشکل دل مجروح سے پیکاں نکلامیں یہ سمجھا کہ ترے وصل کا ارماں نکلاyūñ ba mushkil dil-e-majrūh se paikāñ niklāmaiñ ye samjhā ke tire vasl kā armāñ niklā