Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jagat Mohan Lal Ravan

جگت موہن لال رواں

1889–1934

Poems

  1. anjām ye huā hai dil-e-be qarār kāthamtā nahīñ hai pānoñ hamāre ġhubār kā
  2. taqdīr jab muāvin-e-tadbīr ho ga.īmiṭṭī pe kī nigāh to iksīr ho ga.ī
  3. jīne meñ thī na naza.a ke ranj-o-mehan meñ thīāshiq kī ek bāt jo dīvāna pan meñ thī
  4. rāh-o-rasm-e-ibtidā.ī dekh līintihā.e be vafā.ī dekh lī
  5. ravāñ kis ko ḳhabar unvān-e-āġhāz-e-jahāñ kyā thāzamīñ kā kyā thā naqsha aur rang-e-āsmāñ kyā thā
  6. sab ko gumān bhī ke maiñ āgāh rāz thākis darja kāmyāb fareb-e-majāz thā
  7. ġharaz rahbar se kyā mujh ko gila hai jazb-e-kāmil seke jitnā baṛh rahā hūñ haṭ rahā hūñ dūr manzil se
  8. gul vīrāna hūñ koī nahīñ hai qadardāñ merātū hī dekh ai mire ḳhallāq husn rā.īgāñ merā
  9. nikal jā.e yūñ hī furqat meñ dam kyāna hogā āp kā mujh par karam kyā
  10. vo ḳhush ho ke mujh se ḳhafā ho gayāmujhe kyā ummīdeñ thīñ kyā ho gayā
  11. yūñ hī gar har sāns meñ thoṛī kamī ho jā.egīḳhatm rafta rafta ik din zindagī ho jā.egī
  12. ab dushman jāñ hī kulfat ġham sāqīfariyād laboñ par ā gayā dam sāqī
  13. sarmāya-e-etibār de deñ tum korang-e-husn-e-bahār de deñ tum ko
  14. nāla terā nāz se bālā haiye rāz ifshā-e-rāz se bālā hai
  15. har qalb pe bijliyāñ girātī ā.īek āg sī har taraf lagātī ā.ī
  16. iflās achchhā na fikr daulat achchhījo dil ko pasand ho vo hālat achchhī
  17. andāz-e-jafā badal ke dekho to sahīpā.oñ se ye phūl mil ke dekho to sahī
  18. phūloñ se tamīz-e-ḳhār paidā kar leñyak rangī-e-etibār paidā kar leñ
  19. tum tesha-e-bāġhbāñ se kyūñ muztar hoshāyad ye qalam hī naḳhl bār āvar ho
  20. milnā kis kām kā agar dil na milechalnā be kār hai jo manzil na mile
  21. تلسی داس
  22. پیش تو ہوگا عدالت میں مقدمہ بیشکجرم قاتل ہی کے سر ہو یہ ضروری تو نہیں
  23. vo bāda nosh haqīqat hai is jahāñ meñ ravāñke jhūm jā.e falak gar use ḳhumār ā.e