Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jagat Mohan Lal Ravan

جگت موہن لال رواں

1889–1934

Poems

  1. anjām ye huā hai dil-e-be qarār kāthamtā nahīñ hai pānoñ hamāre ġhubār kā
  2. taqdīr jab muāvin-e-tadbīr ho ga.īmiṭṭī pe kī nigāh to iksīr ho ga.ī
  3. jīne meñ thī na naza.a ke ranj-o-mehan meñ thīāshiq kī ek bāt jo dīvāna pan meñ thī
  4. rāh-o-rasm-e-ibtidā.ī dekh līintihā.e be vafā.ī dekh lī
  5. ravāñ kis ko ḳhabar unvān-e-āġhāz-e-jahāñ kyā thāzamīñ kā kyā thā naqsha aur rang-e-āsmāñ kyā thā
  6. sab ko gumān bhī ke maiñ āgāh rāz thākis darja kāmyāb fareb-e-majāz thā
  7. ġharaz rahbar se kyā mujh ko gila hai jazb-e-kāmil seke jitnā baṛh rahā hūñ haṭ rahā hūñ dūr manzil se
  8. gul vīrāna hūñ koī nahīñ hai qadardāñ merātū hī dekh ai mire ḳhallāq husn rā.īgāñ merā
  9. nikal jā.e yūñ hī furqat meñ dam kyāna hogā āp kā mujh par karam kyā
  10. vo ḳhush ho ke mujh se ḳhafā ho gayāmujhe kyā ummīdeñ thīñ kyā ho gayā
  11. yūñ hī gar har sāns meñ thoṛī kamī ho jā.egīḳhatm rafta rafta ik din zindagī ho jā.egī