Poet
Habeeb Kaifi
b. 1945
Poems
- اس سے پہچان ہو گئی ہوگیراہ آسان ہو گئی ہوگیus se pahchān ho ga.ī hogīrāh āsān ho ga.ī hogī
- پہلے چاہت کو تیز کر لے گاپھر وہ مجھ سے گریز کر لے گاpahle chāhat ko tez kar legāphir vo mujh se gurez kar legā
- جادو ٹونا جانتا ہےغائب ہونا جانتا ہےjādū ṭonā jāntā haiġhā.ib honā jāntā hai
- جب بھی اس کی خواہش رکھنااچھا ہے کچھ دانش رکھناjab bhī us kī ḳhvāhish rakhnāachchhā hai kuchh dānish rakhnā
- جو ملنے آتا ہے مل کر جدا بھی ہوتا ہےوہ خوش مزاج ہے لیکن خفا بھی ہوتا ہےjo milne ātā hai mil kar judā bhī hotā haivo ḳhush mizāj hai lekin ḳhafā bhī hotā hai
- کانٹے چننا پھول بچھانارستہ یوں آسان بناناkānṭe chunnā phūl bichhānārasta yūñ āsān banānā
- کیا ہوگا جب مر جائیں گےاپنے اپنے گھر جائیں گےkyā hogā jab mar jā.eñgeapne apne ghar jā.eñge
- کئی دنوں سے اسے مجھ سے کوئی کام نہیںیہی سبب ہے کہ مجھ سے دعا سلام نہیںka.ī dinoñ se use mujh se koī kām nahīñyahī sabab hai ke mujh se duā salām nahīñ
- گر کبھی فرصت ملے تودیکھ لینا گل کھلے توgar kabhī fursat mile todekh lenā gul khule to
- میں نے ارادہ جب بھی کیا ہے اڑان کااس کو خیال آیا ہے تیر و کمان کاmaiñ ne irāda jab bhī kiyā hai uṛān kāus ko ḳhayāl āyā hai tīr-o-kamān kā
- یہاں سے چلیں گے وہاں سے چلیں گےکہو گے تو سارے جہاں سے چلیں گےyahāñ se chaleñge vahāñ se chaleñgekahoge to sāre jahāñ se chaleñge