Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Gham Bijnori

Poems

Meter
  1. batā.ūñ kyā shab-e-furqat merī kaise sañvartī haikabhī to hūk uṭhtī hai kabhī ro ro guzartī hai
  2. tujhe kyā batā.ūñ ai dil rubā tire sāmne mirā hāl haimujhe justujū hai faqat tirī mujhe sirf terā ḳhayāl hai
  3. dostī husn-o-mohabbat meñ magar hotī haizindagī ḳhār kī phūloñ meñ basar hotī hai
  4. kisī sūrat muqaddar se pareshānī nahīñ jātīhaqīqat vo haqīqat hai ke jo jānī nahīñ jātī
  5. kisī ke bhūl jāne se mohabbat kam nahīñ hotīmohabbat ġham to detī hai sharīk-e-ġham nahīñ hotī
  6. kahīñ bhī jā.ūñ par mujh ko sukūn-e-dil nahīñ miltānahīñ miltā mujhe vo naqsha-e-qātil nahīñ miltā
  7. lagtā nahīñ hai dil mirā ujṛe dayār meñik umr kaṭ ga.ī hai tire intizār meñ
  8. mirā ye jazba-e-dil kam nahīñ haimirī hasrat meñ ab tak ḳham nahīñ hai