Poet
Faiyaz Gwaliari
1906–1980
Poems
- آپ جب بھی آ گئے ایسا لگاآسماں قدموں سے میرے آ لگاāp jab bhī ā ga.e aisā lagāāsmāñ qadmoñ se mere ā lagā
- اس چمن میں کبھی ایسے بھی بہار آ جائےبے قراری کے مقدر میں قرار آ جائےis chaman meñ kabhī aise bhī bahār ā jā.ebe qarārī ke muqaddar meñ qarār ā jā.e
- ٹٹولنے پہ بھی دل کا نشاں نہیں ملتاغضب خدا کا جہاں کا جہاں نہیں ملتاṭaṭolne pe bhī dil kā nishāñ nahīñ miltāġhazab ḳhudā kā jahāñ kā jahāñ nahīñ miltā
- جھونکے کی طرح عمر دو روزہ گزر گئیجانے کدھر سے آئی تھی جانے کدھر گئیjhonke kī tarah umr do roza guzar ga.ījāne kidhar se ā.ī thī jāne kidhar ga.ī
- چپ ہو کیوں میں نے کچھ کہا تو نہیںہو ہی جاتا غضب ہوا تو نہیںchup ho kyūñ maiñ ne kuchh kahā to nahīñho hī jātā ġhazab huā to nahīñ
- زخم پر زخم لے کے سینے میںلطف ہے مسکرا کے جینے میںzaḳhm par zaḳhm le ke sīne meñlutf hai muskurā ke jīne meñ
- سبھی کی تھی نظر اس پر گریبانوں پہ کیا گزریکسی نے یہ نہیں دیکھا کہ دیوانوں پہ کیا گزریsabhī kī thī nazar us par garebānoñ pe kyā guzrīkisī ne ye nahīñ dekhā ke dīvānoñ pe kyā guzrī
- کیا آنکھ ملاؤ گے تم دیکھنے والوں سےرہتے ہو اندھیروں میں ڈرتے ہو اجالوں سےkyā ānkh milā.oge tum dekhne vāloñ serahte ho andheroñ meñ ḍarte ho ujāloñ se
- نہ سہی خلد جہنم ہی عطا ہو تو سہیکوئی ناکردہ گناہوں کی سزا ہو تو سہیna sahī ḳhuld jahannam hī atā ho to sahīkoī nākarda gunāhoñ kī sazā ho to sahī