Poet
Faisal Imam Rizvi
b. 1988
Poems
- اٹھ اس ہجوم سے اے بے وفا علاحدہ ہومرا حساب چکا دے ذرا علاحدہ ہوuṭh is hujūm se ai be vafā alāhida homirā hisāb chukā de zarā alāhida ho
- تیرے لہجے تری باتوں میں کوئی اور بھی تھایوں ترے چاہنے والوں میں کوئی اور بھی تھاtere lahje tirī bātoñ meñ koī aur bhī thāyūñ tire chāhne vāloñ meñ koī aur bhī thā
- خریدنے کا نئے پھول کچھ ارادہ نئیںکسے ملیں کہ ہمارا کسی سے وعدہ نئیںḳharīdne kā na.e phūl kuchh irāda na.īñkise mileñ ke hamārā kisī se va.ada na.īñ
- کس نے اس دشت میں گھر بار لٹانا ہے میاںایسے ویرانے کو ہم نے ہی سجانا ہے میاںkis ne is dasht meñ ghar bār luṭānā hai miyāñaise vīrāne ko ham ne hī sajānā hai miyāñ
- کسی کی زلف کسی کے لبوں کو چاہا تھافریب دیتی ہوئی صورتوں کو چاہا تھاkisī kī zulf kisī ke laboñ ko chāhā thāfareb detī huī sūratoñ ko chāhā thā
- لٹائے بیٹھا ہوں رخت سفر محبت میںلگائے بیٹھا ہوں میں گھر کا گھر محبت میںluṭā.e baiṭhā hūñ raḳht-e-safar mohabbat meñlagā.e baiṭhā hūñ maiñ ghar kā ghar mohabbat meñ
- میری صورت سے وہ انجان بھی ہو سکتا ہےمیرے ملنے سے وہ حیران بھی ہو سکتا ہےmerī sūrat se vo anjān bhī ho saktā haimere milne se vo hairān bhī ho saktā hai
- نہ موم ہوں نہ سنگ ہوں ملنگ ہوںمیں خود سے خود کی جنگ ہوں ملنگ ہوںna mom hūñ na sang hūñ malang hūñmaiñ ḳhud se ḳhud kī jang hūñ malang hūñ
- نئی زمین عطا ہو نیا مکاں بھی بنےہمارے ہجر کا کچھ منفرد نشاں بھی بنےna.ī zamīn-e-atā ho nayā makāñ bhī banehamāre hijr kā kuchh munfarid nishāñ bhī bane
- یقین جاتا رہا اعتبار ختم ہواتمہارے عشق کا سارا خمار ختم ہواyaqīn jātā rahā etibār ḳhatm huātumhāre ishq kā sārā ḳhumār ḳhatm huā