Poet
Ehtisham Bachhrayuni
b. 1939
Poems
- اٹھا بھی دل سے اگر میری چشم تر میں رہاخدا کا شکر ہے طوفان گھر کا گھر میں رہاuṭhā bhī dil se agar merī chashm-e-tar meñ rahāḳhudā kā shukr hai tūfān ghar kā ghar meñ rahā
- جان سی آ گئی ہے جان میں کیاکہہ گئے ہیں وہ میرے کان میں کیاjān sī ā ga.ī hai jān meñ kyākah ga.e haiñ vo mere kān meñ kyā
- حرم کی راہ میں ساقی کا گھر بھی آتا ہےسفر میں لمحۂ تر کہ سفر بھی آتا ہےharam kī rāh meñ sāqī kā ghar bhī ātā haisafar meñ lamha-e-tar ke safar bhī ātā hai
- عشق میں وصل کی تدبیر بتانے والاکون تھا زہر کو اکسیر بتانے والاishq meñ vasl kī tadbīr batāne vālākaun thā zahr ko iksīr batāne vālā
- عہد رفتہ کی لکیروں پہ نہ چلتے رہئےوقت کے ساتھ خیالات بدلتے رہئےahd-e-rafta kī lakīroñ pe na chalte rahiyevaqt ke sāth ḳhayālāt badalte rahiye
- کیا اس کا گلہ یورش تہمات بہت ہےزندہ ہیں جو ہم لوگ یہی بات بہت ہےkyā us kā gila yūrish tahamāt bahut haizinda haiñ jo ham log yahī bāt bahut hai
- گلہ کیوں ہو ملی ہم کو وفا کمزمانے سے ہمیں تھے آشنا کمgila kyūñ ho milī ham ko vafā kamzamāne se hameñ the āshnā kam
- نگاہ یوں ہی نہ بس رہ گزر سے واپس آمرصع ہو کے حدوں کی خبر سے واپس آnigāh yūñ hī na bas rah guzar se vāpas āmurassa.a ho ke hadoñ kī ḳhabar se vāpas ā
- ہاتھوں میں تھا اک ہاتھ ابھی کل کی بات ہےجنت تھی کائنات ابھی کل کی بات ہےhāthoñ meñ thā ik hāth abhī kal kī bāt haijannat thī kā.ināt abhī kal kī bāt hai
- ہر گام حادثے ہیں مقدر بنے ہوئےرہزن دکھائی دیتے ہیں رہبر بنے ہوئےhar gām hādse haiñ muqaddar bane huerahzan dikhā.ī dete haiñ rahbar bane hue
- یوں بھی ہوتی ہے سخاوت اس کا اندازہ نہ تھابھیک اس گھر سے ملی جس گھر کا دروازہ نہ تھاyūñ bhī hotī hai saḳhāvat us kā andāza na thābhīk is ghar se milī jis ghar kā darvāza na thā
- یوں ترے ہجر میں آنکھوں سے ستارے ٹوٹےجیسے سیلاب سے دریا کے کنارے ٹوٹےyūñ tire hijr meñ ānkhoñ se sitāre ṭūṭejaise sailāb se dariyā ke kināre ṭūṭe