Poet
Ehsan Akhtar Ghazipuri
Poems
- ان کے بغیر چین نہ آئے تو کیا کروںہر دم انہیں کی یاد ستائے تو کیا کروںun ke baġhair chain na ā.e to kyā karūñhar dam unheñ kī yād satā.e to kyā karūñ
- ان کے ہونٹوں پہ کیوں ہنسی کم ہےکیا مری آنکھ میں نمی کم ہےun ke honṭoñ pe kyūñ hañsī kam haikyā mirī ānkh meñ namī kam hai
- پینے پہ لگا کر پابندی دشنام کی باتیں کرتے ہیںیہ زاہد و عابد مسجد میں خود جام کی باتیں کرتے ہیںpīne pe lagā kar pābandī dushnām kī bāteñ karte haiñye zāhid-o-ābid masjid meñ ḳhud jām kī bāteñ karte haiñ
- جب لڑکپن شباب تک پہنچامنزل آفتاب تک پہنچاjab laṛakpan shabāb tak pahuñchāmanzil-e-āftāb tak pahuñchā
- چشم ساقی اگر سلامت ہےساغر و مے کی کیا ضرورت ہےchashm-e-sāqī agar salāmat haisāġhar-o-mai kī kyā zarūrat hai
- غنچہ و گل کی جستجو نہ رہیدل میں اب کوئی آرزو نہ رہیġhuncha-o-gul kī justujū na rahīdil meñ ab koī ārzū na rahī
- قریب منزل بھٹک رہے ہیں کسی کو اپنی خبر نہیں ہےخدا ہی حافظ ہے کارواں کا کہ راہ ہے راہبر نہیں ہےqarīb-e-manzil bhaṭak rahe haiñ kisī ko apnī ḳhabar nahīñ haiḳhudā hī hāfiz hai kārvāñ kā ke rāh hai rāhbar nahīñ hai
- نہ حرم کی مجھ کو ہے جستجو نہ تو رہ گزر کی تلاش ہےجہاں سر جھکا کے ملے سکوں اسی سنگ در کی تلاش ہےna haram kī mujh ko hai justujū na to rah guzar kī talāsh haijahāñ sar jhukā ke mile sukūñ isī sang dar kī talāsh hai