Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ehsaan Ghaman

b. 1981

Poems

Meter
  1. ujāle milte bhalā kaise rāt kāṭne seke tīrgī nahīñ ghaṭṭī charāġh bāñṭne se
  2. ai mere shahr-e-ishq tirā kaisā baḳht haimaiñ jis ko dekhtā hūñ vahī laḳht laḳht hai
  3. jab par-e-parvāz merā āsmāñ meñ ā gayāik parinda bhī saf sayyārgāñ meñ ā gayā
  4. kab vo tanhā.ī ke āsār se ghabrā.e haiñlog to raunaq-e-bāzār se ghabrā.e haiñ
  5. god meñ panchhī to shāḳhoñ pe samar rakhte haiñye shajar māñ kī tarah dast-e-hunar rakhte haiñ
  6. milā hai kaisā tire etibār kā mausamke jaise chāroñ taraf hai bahār kā mausam
  7. maiñ hairān thā manzar kī hairānī parphūl khule the bahte hue jab pānī par
  8. ye jo ham sūrat-e-ashjār meñ ug āte haiñtum samajhte ho ke bekār meñ ug āte haiñ
  9. ye na samjho ke charāġhoñ se nikal jā.eñgeham ujāle haiñ na.ī sub.h meñ ḍhal jā.eñge