Poet
Deedar Bastawi
Poems
- اب شکایت کیا کریں گزرے ہوئے طوفان سےروشنی آنے لگی ہے پھر سے روشن دان سےab shikāyat kyā kareñ guzre hue tūfān seraushnī āne lagī hai phir se raushan dān se
- ٹھوکریں ووٹوں کے بدلے میں اناڑی لے گیامال و دولت سب سیاست کا کھلاڑی لے گیاṭhokareñ voṭoñ ke badle meñ anāṛī le gayāmāl-o-daulat sab siyāsat kā khilāṛī le gayā
- دوستوں سے کوئی گلہ ہی نہیںاب مرے پاس کچھ بچا ہی نہیںdostoñ se koī gila hī nahīñab mire pās kuchh bachā hī nahīñ
- رنگ برنگی یادوں کا گلدان بچا ہے لے دے کرمیرے جینے کا بس اک سامان بچا ہے لے دے کرrang barangī yādoñ kā guldān bachā hai le de karmere jīne kā bas ik sāmān bachā hai le de kar
- شانوں پہ نہ زلفیں بکھراؤ دیکھو یہ شرارت ٹھیک نہیںاس روز قیامت سے پہلے اک اور قیامت ٹھیک نہیںshānoñ pe na zulfeñ bakhrā.o dekho ye sharārat ṭhīk nahīñus roz-e-qayāmat se pahle ik aur qayāmat ṭhīk nahīñ
- مٹی سے جو جڑے تھے وہ جذبات لے لئےہجرت نے کھیت اور مرے باغات لے لئےmiṭṭī se jo juṛe the vo jazbāt le liyehijrat ne khet aur mire bāġhāt le liye
- ندی پہاڑ سمندر چٹان کچھ بھی نہیںجواں ہو عزم تو پھر آسمان کچھ بھی نہیںnadī pahāṛ samundar chaṭān kuchh bhī nahīñjavāñ ho azm to phir āsmān kuchh bhī nahīñ
- ہمارے زخم کا بھرنا بہت ضروری ہےاب اقتدار میں حصہ بہت ضروری ہےhamāre zaḳhm kā bharnā bahut zarūrī haiab iqtidār meñ hissa bahut zarūrī hai