Poet
Davarka Das Shola
1910–1983
Poems
- اپنوں کے ستم یاد نہ غیروں کی جفا یادوہ ہنس کے ذرا بولے تو کچھ بھی نہ رہا یادapnoñ ke sitam yād na ġhairoñ kī jafā yādvo hañs ke zarā bole to kuchh bhī na rahā yād
- اپنی بے چارگی پہ رو نہ سکےتیرے کیا ہوتے اپنے ہو نہ سکےapnī be chārgī pe ro na saketere kyā hote apne ho na sake
- انساں بہ یک نگاہ برا بھی بھلا بھی ہےیعنی وہ مشت خاک تو ہے کیمیا بھی ہےinsāñ ba yak nigāh burā bhī bhalā bhī haiya.anī vo musht-e-ḳhāk to hai kīmiyā bhī hai
- ایک رہزن کو امیر کارواں سمجھا تھا میںاپنی بد بختی کو منزل کا نشاں سمجھا تھا میںek rahzan ko amīr-e-kārvāñ samjhā thā maiñapnī bad baḳhtī ko manzil kā nishāñ samjhā thā maiñ
- دل بے مدعا کا مدعا کیااسے یکساں روا کیا ناروا کیاdil-e-be mudda.ā kā mudda.ā kyāuse yaksāñ ravā kyā nāravā kyā
- دیکھ جرم و سزا کی بات نہ کرمیکدے میں خدا کی بات نہ کرdekh jurm-o-sazā kī bāt na karmaikade meñ ḳhudā kī bāt na kar
- ذرا نگاہ اٹھاؤ کہ غم کی رات کٹےنظر نظر سے ملاؤ کہ غم کی رات کٹےzarā nigāh uṭhā.o ke ġham kī rāt kaṭenazar nazar se milā.o ke ġham kī rāt kaṭe
- زندگی کیا ہے ابتلا کے سواشکوۂ درد لا دوا کے سواzindagī kyā hai ibtilā ke sivāshikva-e-dard-e-lā davā ke sivā
- زیست بے وعدۂ انوار سحر ہے کہ جو تھیظلمت بخت بہ ہر رنگ و نظر ہے کہ جو تھیzīst be va.ada-e-anvār-e-sahar hai ke jo thīzulmat-e-baḳht ba har rang-o-nazar hai ke jo thī
- عشق میں آبرو خراب ہوئیزندگی سر بسر عذاب ہوئیishq meñ ābrū ḳharāb huīzindagī sar basar azāb huī
- غم کو وجہ حیات کہتے ہیںآپ بھی خوب بات کہتے ہیںġham ko vaj.h-e-hayāt kahte haiñāp bhī ḳhūb bāt kahte haiñ
- مری بے قراری مری آہ و زاری یہ وحشت نہیں ہے تو پھر اور کیا ہےپریشاں تو رہنا مگر کچھ نہ کہنا محبت نہیں ہے تو پھر اور کیا ہےmirī be qarārī mirī āh-o-zārī ye vahshat nahīñ hai to phir aur kyā haipareshāñ to rahnā magar kuchh na kahnā mohabbat nahīñ hai to phir aur kyā hai
- میری منزل کہاں ہے کیا معلومانتہا غم ہے ابتدا معلومmerī manzil kahāñ hai kyā ma.alūmintihā ġham hai ibtidā ma.alūm
- نہیں کہتے کسی سے حال دل خاموش رہتے ہیںکہ اپنی داستاں میں تیرے افسانے بھی آتے ہیںnahīñ kahte kisī se hāl-e-dil ḳhāmosh rahte haiñke apnī dāstāñ meñ tere afsāne bhī āte haiñ
- اے بے نیاز شوق فراواں کہاں ہے تواے نگہت شمیم بہاراں کہاں ہے توai be niyāz shauq-e-farāvāñ kahāñ hai tūai nig.hat-e-shamīm-e-bahārāñ kahāñ hai tū
- بیچاری کے آرام کی صورت ہی کہاں ہےبیوہ کی جوانی بھی عجب آفت جاں ہےbechārī ke ārām kī sūrat hī kahāñ haibeva kī javānī bhī ajab āfat-e-jāñ hai