Poet
Daud Naseeb
Poems
- آنکھوں میں اشک اور نہ لبوں پر ہنسی رہیدنیا ہمارے حال کو چپ دیکھتی رہیānkhoñ meñ ashk aur na laboñ par hañsī rahīduniyā hamāre hāl ko chup dekhtī rahī
- پھر اٹھی چشم فسوں ساز خدا خیر کرےدل ہے پھر غرق مئے ناز خدا خیر کرےphir uṭhī chashm-e-fusūñ sāz ḳhudā ḳhair karedil hai phir ġharq-e-mai-e-nāz ḳhudā ḳhair kare
- دل نے سبو تو آنکھ نے ساغر اٹھا لیادونوں نے اپنا اپنا مقدر اٹھا لیاdil ne subū to ānkh ne sāġhar uṭhā liyādonoñ ne apnā apnā muqaddar uṭhā liyā
- زندگی آج یہ کس موڑ پہ لے آئی ہےبھیڑ نظروں میں ہے احساس میں تنہائی ہےzindagī āj ye kis moṛ pe le ā.ī haibhīṛ nazroñ meñ hai ehsās meñ tanhā.ī hai
- سکون پیار تبسم بہار گل شبنمخوشی میں زیست کو کیا کیا سمجھ گئے تھے ہمsukūn pyār tabassum bahār-e-gul shabnamḳhushī meñ zīst ko kyā kyā samajh ga.e the ham
- کوئی الزام نہ دنیا میں کسی پر رکھنادل لہو ہو بھی تو چہرے کو گل تر رکھناkoī ilzām na duniyā meñ kisī par rakhnādil lahū ho bhī to chehre ko gul-e-tar rakhnā
- گزر نہیں ہے کسی کا تو راستہ کیوں ہےجو راستہ ہے تو محروم نقش پا کیوں ہےguzar nahīñ hai kisī kā to rāsta kyūñ haijo rāsta hai to mahrūm naqsh-e-pā kyūñ hai
- نہ جانے کون ہے اور کس کے انتظار میں ہےوہ ایک شخص جو برسوں سے رہ گزار میں ہےna jāne kaun hai aur kis ke intizār meñ haivo ek shaḳhs jo barsoñ se rah guzār meñ hai
- وہ تھے اپنے تو ہر اک دور تھا ہو کر اپنااب نہ تقدیر نہ قسمت نہ مقدر اپناvo the apne to har ik dūr thā ho kar apnāab na taqdīr na qismat na muqaddar apnā
- ہو گیا ہم پہ جو نہ تھا ہونازندگی تجھ سے کیا خفا ہوناho gayā ham pe jo na thā honāzindagī tujh se kyā ḳhafā honā