Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Daud Ghazi

1932–1963

Poems

  1. ā ke sāhil ke qarīñ jātā hūñ sāhil se pareā ke manzil par chalā jātā hūñ manzil se pare
  2. tamām vaqt tumheñ se kalām karte haiñshab-e-firāq kā yūñ ehtimām karte haiñ
  3. jab tasavvur meñ kisī ko pās pā letā hūñ maiñik nirāle kaif ko dil meñ basā letā hūñ maiñ
  4. jazba-e-nau bhī to hai hasrat-e-nākām ke sāthḳhvāhish-e-sub.h ubhartī to hai har shām ke sāth
  5. din ho yā rāt ham ko chalnā haiham ko chalnā hai shab ko ḍhalnā hai
  6. sitam kā ḳhauf nahīñ hai alam kī bāt nahīñrah-e-talab meñ kisī pech-o-ḳham kī bāt nahīñ
  7. ġham-e-hayāt meñ jaise bhī zindagī kī haitumhārī yād to lekin kabhī kabhī kī hai
  8. mizāj-e-ālam-e-imkāñ hai bar.ham dekhiye kyā hositam kash pe ba pe hote haiñ bāham dekhiye kyā ho
  9. ab kise chāra gar dard kahīñdard hotā hai har ik ān sivā
  10. ik lāsh ko ik chaurāhe parkuchh log khaṛe the ghere hue
  11. ik na.e daur kā āġhāz huādar-e-āshufta sirī bāz huā
  12. ek chaurāhe pe sab log chale āte haiñek chaurāhe pe milte haiñ guzar jāte haiñ
  13. tumheñ to ā.ī ho saj dhaj ke jalva gar honetumheñ khaṛī ho lab-e-bām dekhtā hūñ maiñ
  14. chār sū ik udās manzar haizīst hai jaise ek vīrāna
  15. rāt ke andhere meñ kitne pāp palte haiñpūchhtā phire koī kis se kaun pāpī hai
  16. zindagī kitnī hai ajīb-o-ġharībzindagī kyā hai ik tamāshā hai
  17. zīst yūñ hī na rahegī maġhmūmzindagānī ko badalnā hogā
  18. shāhid-e-dahr kī tasvīr banāne vāleapnī tasvīr kī jānib bhī zarā ek nazar
  19. ġham-e-hayāt ke naġhmoñ kā maiñ muġhannī hūñġham-e-hayāt kī lazzat kā hūñ maiñ shaidā.ī
  20. kārvāñ baṛhtā rahā baṛhtā rahāpe ba pe jāda ba jāda apnī manzil kī taraf
  21. kanār-e-āb-e-sar shām ā ke baiṭhā hūñnazar meñ sabr se begāna ik samundar hai
  22. kaun jāne ke ye ḳhurshīd hai nā ḳhūb ke ḳhūbchānd achchhā ke burā kaun batā saktā hai
  23. log kahte haiñ ke ye ālam hai ik ālam nayāsāz-e-nau hāthoñ meñ hai paidā hai zer-o-bam nayā
  24. merī mahbūb ye ānsū haiñ ke motī ruḳh parun ko is tarah na bekār gañvā mān bhī jā
  25. maiñ bahut ḳhush hūñ ke is darja milī daulat-e-ġhamitnī daulat ke ginī jā.e na rakhī jā.e
  26. maiñ to hairān hūñ kis tarah kaṭe rāh-e-hayātik nayā moṛ bahar gām ubhar ātā hai
  27. na jāne kitnī sadiyoñ se zamānamisāl-e-mauj bahtā ā rahā hai
  28. yās ḳhez sub.hoñ sebe sukūn shāmoñ se
  29. ye tahzīb-e-āḳhir banā.ī hai kis nezamāne kī izzat baṛhā.ī hai kis ne
  30. chamakmerā tasavvur
  31. jab insān ne paṛhnā sīkhāpaṛhne lagā tahzīb kī āyat