Poet
Daud Ghazi
1932–1963
Poems
- آ کے ساحل کے قریں جاتا ہوں ساحل سے پرےآ کے منزل پر چلا جاتا ہوں منزل سے پرےā ke sāhil ke qarīñ jātā hūñ sāhil se pareā ke manzil par chalā jātā hūñ manzil se pare
- تمام وقت تمہیں سے کلام کرتے ہیںشب فراق کا یوں اہتمام کرتے ہیںtamām vaqt tumheñ se kalām karte haiñshab-e-firāq kā yūñ ehtimām karte haiñ
- جب تصور میں کسی کو پاس پا لیتا ہوں میںاک نرالے کیف کو دل میں بسا لیتا ہوں میںjab tasavvur meñ kisī ko pās pā letā hūñ maiñik nirāle kaif ko dil meñ basā letā hūñ maiñ
- جذبۂ نو بھی تو ہے حسرت ناکام کے ساتھخواہش صبح ابھرتی تو ہے ہر شام کے ساتھjazba-e-nau bhī to hai hasrat-e-nākām ke sāthḳhvāhish-e-sub.h ubhartī to hai har shām ke sāth
- دن ہو یا رات ہم کو چلنا ہےہم کو چلنا ہے شب کو ڈھلنا ہےdin ho yā rāt ham ko chalnā haiham ko chalnā hai shab ko ḍhalnā hai
- ستم کا خوف نہیں ہے الم کی بات نہیںرہ طلب میں کسی پیچ و خم کی بات نہیںsitam kā ḳhauf nahīñ hai alam kī bāt nahīñrah-e-talab meñ kisī pech-o-ḳham kī bāt nahīñ
- غم حیات میں جیسے بھی زندگی کی ہےتمہاری یاد تو لیکن کبھی کبھی کی ہےġham-e-hayāt meñ jaise bhī zindagī kī haitumhārī yād to lekin kabhī kabhī kī hai
- مزاج عالم امکاں ہے برہم دیکھیے کیا ہوستم کش پے بہ پے ہوتے ہیں باہم دیکھیے کیا ہوmizāj-e-ālam-e-imkāñ hai bar.ham dekhiye kyā hositam kash pe ba pe hote haiñ bāham dekhiye kyā ho