Poet
Darshan Singh
1921–1989
Poems
- آج دل سے دعا کرے کوئیحق الفت ادا کرے کوئیāj dil se duā kare koīhaq-e-ulfat adā kare koī
- بہت مشکل ہے ترک آرزو ربط آشنا ہو کرگزر جا وادیٔ پر خار سے باد صبا ہو کرbahut mushkil hai tark-e-ārzū rabt āshnā ho karguzar jā vādī-e-pur ḳhār se bād-e-sabā ho kar
- تجھے کیا خبر مرے ہم سفر مرا مرحلہ کوئی اور ہےمجھے منزلوں سے گریز ہے میرا راستہ کوئی اور ہےtujhe kyā ḳhabar mire ham safar mirā marhala koī aur haimujhe manziloñ se gurez hai merā rāsta koī aur hai
- جذبۂ دل کو عمل میں کبھی لاؤ تو سہیاپنی منزل کی طرف پاؤں بڑھاؤ تو سہیjazba-e-dil ko amal meñ kabhī lā.o to sahīapnī manzil kī taraf pā.oñ baṛhā.o to sahī
- دولت ملی جہان کی نام و نشاں ملےسب کچھ ملا ہمیں نہ مگر مہرباں ملےdaulat milī jahān kī nām-o-nishāñ milesab kuchh milā hameñ na magar mehrbāñ mile
- رقص کرتی ہے فضا وجد میں جام آیا ہےپھر کوئی لے کے بہاروں کا پیام آیا ہےraqs kartī hai fazā vajd meñ jām āyā haiphir koī le ke bahāroñ kā payām āyā hai
- عشق شبنم نہیں شرارا ہےراز یہ مجھ پہ آشکارا ہےishq shabnam nahīñ sharārā hairāz ye mujh pe āshkārā hai
- قید غم حیات سے اہل جہاں مفر نہیںایسی ملی ہے شام غم جس کی کوئی سحر نہیںqaid-e-ġham-e-hayāt se ahl-e-jahāñ mafar nahīñaisī milī hai shām-e-ġham jis kī koī sahar nahīñ
- کسی کی شام سادگی سحر کا رنگ پا گئیصبا کے پاؤں تھک گئے مگر بہار آ گئیkisī kī shām sādgī sahar kā rang pā ga.īsabā ke pā.oñ thak ga.e magar bahār ā ga.ī
- کہیں جمال ازل ہم کو رونما نہ ملاملے تو حسن مگر حسن آپ سا نہ ملاkahīñ jamāl-e-azal ham ko rūnumā na milāmile to husn magar husn āp sā na milā
- گلوں پہ خاک محن کے سوا کچھ اور نہیںچمن میں یاد چمن کے سوا کچھ اور نہیںguloñ pe ḳhāk mehan ke sivā kuchh aur nahīñchaman meñ yād chaman ke sivā kuchh aur nahīñ
- نگاہ مست ساقی کا سلام آیا تو کیا ہوگااگر پھر ترک توبہ کا پیام آیا تو کیا ہوگاnigāh-e-mast sāqī kā salām āyā to kyā hogāagar phir tark-e-tauba kā payām āyā to kyā hogā
- وہ سلیقہ ہمیں جینے کا سکھا دے ساقیجو غم دہر سے بیگانہ بنا دے ساقیvo salīqa hameñ jīne kā sikhā de sāqījo ġham-e-dahr se begāna banā de sāqī
- ہنسی گلوں میں ستاروں میں روشنی نہ ملیملے نہ تم تو کہیں بھی ہمیں خوشی نہ ملیhañsī guloñ meñ sitāroñ meñ raushnī na milīmile na tum to kahīñ bhī hameñ ḳhushī na milī