Poet
Bekhud Badayuni
بیخود بدایونی1857–1912
Poems
- آہ کرنا دل حزیں نہ کہیںآگ لگ جائے گی کہیں نہ کہیںāh karnā dil-e-hazīñ na kahīñāg lag jā.egī kahīñ na kahīñ
- اس بزم میں نہ ہوش رہے گا ذرا مجھےاے شوق ہرزہ تاز کہاں لے چلا مجھےis bazm meñ na hosh rahegā zarā mujheai shauq harza tāz kahāñ le chalā mujhe
- ان کو دماغ پرسش اہل محن کہاںیہ بھی سہی تو ہم کو مجال سخن کہاںun ko dimāġh-e-pursish-e-ahl-e-mehan kahāñye bhī sahī to ham ko majāl-e-suḳhan kahāñ
- پیام لے کے جو پیغام بر روانہ ہواحسد کو حیلہ ملا اشک کو بہانہ ہواpayām le ke jo paiġhām bar ravāna huāhasad ko hīla milā ashk ko bahāna huā
- جس میں سودا نہیں وہ سر ہی نہیںدرد جس میں نہیں جگر ہی نہیںjis meñ saudā nahīñ vo sar hī nahīñdard jis meñ nahīñ jigar hī nahīñ
- حاصل اس مہ لقا کی دید نہیںعید ہے اور ہم کو عید نہیںhāsil us mah liqā kī dīd nahīñe.id hai aur ham ko e.id nahīñ
- حشر پر وعدۂ دیدار ہے کس کا تیرالاکھ انکار اک اقرار ہے کس کا تیراhashr par va.ada-e-dīdār hai kis kā terālākh inkār ik iqrār hai kis kā terā
- درد دل میں کمی نہ ہو جائےدوستی دشمنی نہ ہو جائےdard-e-dil meñ kamī na ho jā.edostī dushmanī na ho jā.e
- رقیبوں کا مجھ سے گلا ہو رہا ہےیہ کیا کر رہے ہو یہ کیا ہو رہا ہےraqīboñ kā mujh se gilā ho rahā haiye kyā kar rahe ho ye kyā ho rahā hai
- ساتھ ساتھ اہل تمنا کا وہ مضطر جانااللہ اللہ ترا بزم سے اٹھ کر جاناsāth sāth ahl-e-tamannā kā vo muztar jānāallāh allāh tirā bazm se uṭh kar jānā
- شکوہ سن کر جو مزاج بت بد خو بدلاہم نے بھی ساتھ ہی تقریر کا پہلو بدلاshikva sun kar jo mizāj-e-but-e-bad ḳhū badlāham ne bhī sāth hī taqrīr kā pahlū badlā
- کبھی حیا انہیں آئی کبھی غرور آیاہمارے کام میں سو سو طرح فتور آیاkabhī hayā unheñ ā.ī kabhī ġhurūr āyāhamāre kām meñ sau sau tarah futūr āyā
- کیوں مرا حال قصہ خواں سے سنویہ کہانی مری زباں سے سنوkyūñ mirā hāl qissa ḳhvāñ se sunoye kahānī mirī zabāñ se suno
- کیوں میں اب قابل جفا نہ رہاکیا ہوا کہیے مجھ میں کیا نہ رہاkyūñ maiñ ab qābil-e-jafā na rahākyā huā kahiye mujh meñ kyā na rahā
- گردش چشم یار نے مارادور لیل و نہار نے ماراgardish-e-chashm-e-yār ne mārādaur-e-lail-o-nahār ne mārā
- نالے میں کبھی اثر نہ آیااس نخل میں کچھ ثمر نہ آیاnāle meñ kabhī asar na āyāis naḳhl meñ kuchh samar na āyā
- ہیں وصل میں شوخی سے پابند حیا آنکھیںاللہ رے ظالم کی مظلوم نما آنکھیںhaiñ vasl meñ shoḳhī se pāband-e-hayā ānkheñallāh re zālim kī mazlūm numā ānkheñ
- یوں ہی رہا جو بتوں پر نثار دل میراکرے گا مجھ کو زمانے میں خوار دل میراyūñ hī rahā jo butoñ par nisār dil merākaregā mujh ko zamāne meñ ḳhvār dil merā