Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Bahzad Fatami

b. 1914

Poems

Meter
  1. ab to zebā nahīñ ai rind gila bhī terājām-e-sāqī ne sar-e-bazm bharā bhī terā
  2. be zar kī be zarī kā mazā ham se pūchhiyekaisā hai muflisī kā mazā ham se pūchhiye
  3. pānī kahīñ na sāya kisī rahguzar meñ thāsar par kaṛī thī dhūp musāfir safar meñ thā
  4. zarā sī bāt kā dil ko malāl ā hī gayālagī jo ṭhes to shīshe pe bāl ā hī gayā
  5. shuūr-e-fikr honā yā ke idrāk-e-suḳhan honāatā-e-ḳhās qudrat hai kisī kā ahl-e-fan honā
  6. kyā kījiye jo qadr sharāfat nahīñ rahīshāyad kisī ko us kī zarūrat nahīñ rahī
  7. mirī talāsh kā āḳhir sila kahīñ to miletumhāre naqsh-e-qadam kā patā kahīñ to mile
  8. vaj.h-e-shohrat terī āshufta sirī merī haishahr terā hī sahī dar badrī merī hai
  9. ham nashīñ kuchh to ilāj-e-dil-e-shaidā kar dezindagī ko na mirī nazr-e-tamāshā kar de
  10. ye bedād-e-bahār-e-fitna sāmāñ kaun dekhegābharī barsāt meñ jaltā gulistāñ kaun dekhegā
  11. ye din kī dhūp tumhārī nazar kā dhokā haicharāġh-e-shab ke jalā.o ke ghap andherā hai