Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Babar Zuhrab

Poems

Meter
  1. ik ek lafz ko bartūñ gar ehtimām se maiñmaqām apnā banā saktā hūñ kalām se maiñ
  2. dil se tumhārī yād guzārā karūñgā meñtanhā.ī meñ bhī tum ko pukārā karūñgā meñ
  3. safar kī zulmatoñ meñ ye sitāra chāhiye mujh koabhī terī mohabbat kā sahārā chāhiye mujh ko
  4. kāse maiñ apne chānd sitāre liye huedarvesh chal rahā hai ḳhasāre liye hue
  5. kis pe khultā hai bānkpan us kāhai tarāshā huā badan us kā
  6. koī ta.abīr mire ḳhvāb meñ dar ā.ī haijal parī jis tarah tālāb meñ dar ā.ī hai
  7. mirī nigāh na.ī āb-o-tāb dekhtī haikabhī sitāra kabhī māhtāb dekhtī hai
  8. na koī sub.h kā manzar na shām kī tasvīrsukūt khīñch rahā hai kalām kī tasvīr
  9. hijr kā ā.īna na ho jānāḳhud se mil kar judā na ho jānā
  10. hamārī ānkh meñ manzar tumhāre raushan haiñke jaise nīle falak par sitāre raushan haiñ