Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Babar Ali Asad

b. 1980

Poems

Meter
  1. udāsiyoñ kā hameñ āsrā shurū se haiye ārza hai to phir ārza shurū se hai
  2. aise hairāñ haiñ ke hairat kī koī had hī nahīñaks ṭūṭā hai magar ā.īne pe zad hī nahīñ
  3. tirī āvāz par ruke hī nahīñso ka.ī vāqi.e hue hī nahīñ
  4. jo is tarah se maiñ ḳhud ko pichhāṛ letā hūñbanā banāyā ta.alluq bigāṛ letā hūñ
  5. sānsoñ kī ravānī meñ ḳhalal āne lagā haiṭhahro ke bichhaṛ jāne kā pal āne lagā hai
  6. kyā hogā andāza thoṛī hotā haiham ne vaqt banāyā thoṛī hotā hai
  7. ham āḳhirī haiñ hamāre jaise so ab hamārā ḳhalā banegāna maiñ hī bār-e-digar hūñ mumkin na tujh sā hī dūsrā banegā
  8. havā se rabt zarā soch kar banānā thāhameñ zamīñ pe utarnā thā ghar banānā thā