Poet
Babar Ali Asad
b. 1980
Poems
- اداسیوں کا ہمیں آسرا شروع سے ہےیہ عارضہ ہے تو پھر عارضہ شروع سے ہےudāsiyoñ kā hameñ āsrā shurū se haiye ārza hai to phir ārza shurū se hai
- ایسے حیراں ہیں کہ حیرت کی کوئی حد ہی نہیںعکس ٹوٹا ہے مگر آئنے پہ زد ہی نہیںaise hairāñ haiñ ke hairat kī koī had hī nahīñaks ṭūṭā hai magar ā.īne pe zad hī nahīñ
- تری آواز پر رکے ہی نہیںسو کئی واقعے ہوئے ہی نہیںtirī āvāz par ruke hī nahīñso ka.ī vāqi.e hue hī nahīñ
- جو اس طرح سے میں خود کو پچھاڑ لیتا ہوںبنا بنایا تعلق بگاڑ لیتا ہوںjo is tarah se maiñ ḳhud ko pichhāṛ letā hūñbanā banāyā ta.alluq bigāṛ letā hūñ
- سانسوں کی روانی میں خلل آنے لگا ہےٹھہرو کہ بچھڑ جانے کا پل آنے لگا ہےsānsoñ kī ravānī meñ ḳhalal āne lagā haiṭhahro ke bichhaṛ jāne kā pal āne lagā hai
- کیا ہوگا اندازہ تھوڑی ہوتا ہےہم نے وقت بنایا تھوڑی ہوتا ہےkyā hogā andāza thoṛī hotā haiham ne vaqt banāyā thoṛī hotā hai
- ہم آخری ہیں ہمارے جیسے سو اب ہمارا خلا بنے گانہ میں ہی بار دگر ہوں ممکن نہ تجھ سا ہی دوسرا بنے گاham āḳhirī haiñ hamāre jaise so ab hamārā ḳhalā banegāna maiñ hī bār-e-digar hūñ mumkin na tujh sā hī dūsrā banegā
- ہوا سے ربط ذرا سوچ کر بنانا تھاہمیں زمیں پہ اترنا تھا گھر بنانا تھاhavā se rabt zarā soch kar banānā thāhameñ zamīñ pe utarnā thā ghar banānā thā