Poet
Amjad Hyderabadi
امجد حیدرآبادی1878–1961
Poems
- نالہ جان خستہ جاں عرش بریں پہ جائے کیوںمیرے لئے زمین پر صاحب عرش آئے کیوںnāla jān-e-ḳhasta jāñ arsh-e-barīñ pe jā.e kyūñmere liye zamīn par sāhab-e-arsh ā.e kyūñ
- جو معنی مضموں ہے وہی عنواں ہےواجب ہی میں ایک صورت امکاں ہےjo ma.anī mazmūñ hai vahī unvāñ haivājib hī meñ ek sūrat imkāñ hai
- کم ظرف اگر دولت و زر پاتا ہےمانند حباب ابھر کے اتر آتا ہےkam zarf agar daulat-o-zar pātā haimānind-e-habāb ubhar ke utar ātā hai
- اس جسم کی کیچلی میں اک ناگ بھی ہےآواز شکست دل میں اک راگ بھی ہےis jism kī kechlī meñ ik nāg bhī haiāvāz-e-shikast-e-dil meñ ik rāg bhī hai
- اصلیت اگر نہیں تو دھوکا ہی سہیاللہ بہت نہیں تو تھوڑا ہی سہیaslet agar nahīñ to dhokā hī sahīallāh bahut nahīñ to thoṛā hī sahī
- جو کچھ مصیبتیں ہیں تجھ پر کم ہیںخوشیاں دنیا کی تیرے حق میں سم ہیںjo kuchh musībateñ haiñ tujh par kam haiñḳhushiyāñ duniyā kī tere haq meñ sam haiñ
- دنیا کے ہر ایک ذرے سے گھبراتا ہوںغم سامنے آتا ہے جدھر جاتا ہوںduniyā ke har ek zarre se ghabrātā hūñġham sāmne ātā hai jidhar jātā hūñ
- سب کہتے ہیں مرکز بدی ہے دنیاکس کی مردود کی ہوئی ہے دنیاsab kahte haiñ markaz badī hai duniyākis kī mardūd kī huī hai duniyā
- سرمایۂ علم و فضل کھویا میں نےسب دفتر پارینہ ڈبویا میں نےsarmāya-e-ilm-o-fazl khoyā maiñ nesab daftar pārīna ḍuboyā maiñ ne
- کچھ وقت سے ایک بیج شجر ہوتا ہےکچھ روز میں ایک قطرہ گہر ہوتا ہےkuchh vaqt se ek bīj shajar hotā haikuchh roz meñ ek qatra guhar hotā hai
- گرمی میں غم لبادہ نازیبا ہےمستی میں خیال بادہ نازیبا ہےgarmī meñ ġham labāda nāzebā haimastī meñ ḳhayāl bāda nāzebā hai
- مر مر کے لحد میں میں نے جا پائی ہےیاں تک مجھے تیری ہی کشش لائی ہےmar mar ke lahad meñ maiñ ne jā pā.ī haiyāñ tak mujhe terī hī kashish lā.ī hai
- ہر ذرے پہ فضل کبریا ہوتا ہےاک چشم زدن میں کیا سے کیا ہوتا ہےhar zarre pe fazl-e-kibriyā hotā haiik chashm-e-zadan meñ kyā se kyā hotā hai
- ہر قطرے میں بحر معرفت مضمر ہےہر اک ذرے میں کچھ نہ کچھ جوہر ہےhar qatre meñ bahr ma.arifat muzmar haihar ik zarre meñ kuchh na kuchh jauhar hai
- ہر محفل سے بہ حال خستہ نکلاہر بزم طرب سے دل شکستہ نکلاhar mahfil se ba hāl ḳhasta niklāhar bazm-e-tarab se dil shikasta niklā
- ہے ان کی یہی خوشی کہ ہم غم میں رہیںہر وقت صدائے ارحم ارحم میں رہیںhai un kī yahī ḳhushī ke ham ġham meñ raheñhar vaqt sadā-e-arham arham meñ raheñ
- یہ سنگ نشاں ہے منزل وحدت کاپیدا ہوا پھر کوئی نہ اس صورت کاye sang-e-nishāñ hai manzil vahdat kāpaidā huā phir koī na is sūrat kā
- یوں تو کیا کیا نظر نہیں آتاکوئی تم سا نظر نہیں آتاyūñ to kyā kyā nazar nahīñ ātākoī tum sā nazar nahīñ ātā