Poet
Aanis Moin
1960–1986
Poems
- اک کرب مسلسل کی سزا دیں تو کسے دیںمقتل میں ہیں جینے کی دعا دیں تو کسے دیںik karb-e-musalsal kī sazā deñ to kise deñmaqtal meñ haiñ jīne kī duā deñ to kise deñ
- باہر بھی اب اندر جیسا سناٹا ہےدریا کے اس پار بھی گہرا سناٹا ہےbāhar bhī ab andar jaisā sannāṭā haidariyā ke us pār bhī gahrā sannāṭā hai
- جیون کو دکھ دکھ کو آگ اور آگ کو پانی کہتےبچے لیکن سوئے ہوئے تھے کس سے کہانی کہتےjīvan ko dukh dukh ko āg aur āg ko pānī kahtebachche lekin soe hue the kis se kahānī kahte
- عجب تلاش مسلسل کا اختتام ہواحصول رزق ہوا بھی تو زیر دام ہواajab talāsh musalsal kā iḳhtitām huāhusūl-e-rizq huā bhī to zer-e-dām huā
- کتنے ہی پیڑ خوف خزاں سے اجڑ گئےکچھ برگ سبز وقت سے پہلے ہی جھڑ گئےkitne hī peṛ ḳhauf-e-ḳhizāñ se ujaṛ ga.ekuchh barg-e-sabz vaqt se pahle hī jhaṛ ga.e
- ملن کی ساعت کو اس طرح سے امر کیا ہےتمہاری یادوں کے ساتھ تنہا سفر کیا ہےmilan kī sā.at ko is tarah se amar kyā haitumhārī yādoñ ke sāth tanhā safar kyā hai
- وہ کچھ گہری سوچ میں ایسے ڈوب گیا ہےبیٹھے بیٹھے ندی کنارے ڈوب گیا ہےvo kuchh gahrī soch meñ aise ḍūb gayā haibaiṭhe baiṭhe naddī kināre ḍūb gayā hai
- وہ میرے حال پہ رویا بھی مسکرایا بھیعجیب شخص ہے اپنا بھی ہے پرایا بھیvo mere hāl pe royā bhī muskurāyā bhīajīb shaḳhs hai apnā bhī hai parāyā bhī
- ہو جائے گی جب تم سے شناسائی ذرا اوربڑھ جائے گی شاید مری تنہائی ذرا اورho jā.egī jab tum se shanāsā.ī zarā aurbaṛh jā.egī shāyad mirī tanhā.ī zarā aur
- یہ اور بات کہ رنگ بہار کم ہوگانئی رتوں میں درختوں کا بار کم ہوگاye aur bāt ke rang-e-bahār kam hogāna.ī rutoñ meñ daraḳhtoñ kā bār kam hogā
- یہ قرض تو میرا ہے چکائے گا کوئی اوردکھ مجھ کو ہے اور نیر بہائے گا کوئی اورye qarz to merā hai chukā.egā koī aurdukh mujh ko hai aur nīr bahā.egā koī aur